Search This Blog

Pani peene ka tarika in islam or rules for drink water in islam

♠ Posted by uvesh in
Pani peene ka tarika-Huzoor Akram sallallaho Allahe Wasallam Ka irshad hai ki pani peene ki sunnate hai Drink Water Rules In English: See water before drinkin.  During drink water keep cap or scarf on head. Drink water by sitting. when drink water your face should be kibla(kaaba sarif) side. Start drinking water with bismillah. Drink water with right hand. Dink water in three period. After finis say allhamdolillah. (1) pani ko baith ke peena chaheea. (2) panee peete waqt sir ko dhak lena chaheea. (3) panee peete waqt mooh kabe ki thraf hona chaheea. (4) pani ko 3 sanso me peena...

Islam me Namaz ke FARA'IZ kitne aur konse

NAMAZ KE FARA'IZ Aur Sunnate Namaz ke Fara'iz as following: 1) Niyyat karna. 2) Kapde ka Paak hona. 3) Jagah ka Paak hona. 4) Satar (Naaf se Ghutne tak ka hisse) ka chupana. 5) Qiblah ki taraf munh karna. 6) Namaz ka Waqt hona. 7) Badan ka Paak hona. 8) Takbir e Tahrima yani "ALLAHU AKBAR" kehna. 9) Qiyaam yani khada hona. 10) Qira'at yani Qur'an ki 3 choti Aayaat ya 1 badi Aayat ka parhna. 11) Ruku'a karna. 12) Dono Sajde karna. 13) Qa'ada e Akhirah me Tash'hud ki miqdar baithna. Takbir Allahu akbar Allah (Subhanahu Wa Ta'ala) is the greatest! Sana Subhana Kal-lah hum-ma...

Khana khane ka sunnati tarika or rules for eat in Islam

♠ Posted by uvesh in
KHANE KHANE KA SUNNATI TARIKA Ø  agar kuch ghalat ho gya ho to maf kr dena ab start krte hain Ø  Khana khane se pahle hamesha hath dhona chahiye (isse hatho ki gandagi nikal jayegi) Ø  Jab khana shuru kare to 'Bismillah' padhe, (puri niyyat : Bismillah hiramanirhim bismilahi vaala barkatillah agr bhul jaye khane se pehle to khate waqt Bismillahi aavvalhu v aakhirahu) (warna aapka khana shaitan ke pet mein chala          jayega). (adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({ google_ad_client: "ca-pub-9000875104483858", ...