Search This Blog

Eid Al-Fitr ki namaz ka tarika in urdu hindi aur namaz ka waqt

♠ Posted by test in ,, at Tuesday, July 05, 2016

Eid Al-Fitr ki Namaz padhne ka tarika in Hindi and Urdu


Eid al-Fitr ki namaz kab padhi jati hain?

Eid al-Fitr ki namaz Eid al-Fitr ke din Fajr (subah) ki namaz ke baad 20 min ke baad padhi jaati hain normaly Eid al-Fitr ki nmaj ka time 8 baje ke karib hota hain.
Eid ke din gusal jarur kare aur ho sake itna jaldi masjid/Eid gaah main jaye aur takbeer padhte raho.

Takbeer: "Allāhu Akbar, Allāhu Akbar, Allāhu Akbar. Lā ilāha illà l-Lāh     wal-Lāhu akbar, Allahu akbar walil-Lāhi l-amd"

Eid ul fitr ki namaz padhne ka tarika:


Sab se pehla niyat kare .
Main niyat karta hu 2 rakat namaz wajib eid ul fitar ki zahid 6 takbiro ke sath Waste Allah Ta'Ala Ke Peechhe Is Imaam Ke
muh Mera kaaba shareef ki taraf Allah o akbar
jab imam sahab takbir e tahreema karleen to phir unke pichhe

Allah –o-akbar
kahen .
Phir sana parheen jab imam sahab kahe
Allah-o-akbar
to dono hath Utha kar kano ki loh tak le ja kar chhorden phir dosare martaba jab imam sahab
allah o akbar
kahe to dono hath Utha kar kano ki loh tak leja kar chhorden .
phir jab imam sahab tesare martaba
Allah o akbar kahe to kano tak hath Utha kar bandh leen ab imam sahab surah fateha or koyi quran ki surah Tilawat Karenge
Phir jab imam sahab ruku main jahe to ruku kareen ishe tarah imam k picha sajdah karen
Phir imam k picha dosare rakat parna k liya khara ho jaye
Abb imam sahab surah fateha or quran ki koi surah Tilawat Karenge
jab imam sahab kahe
Allah o akbar
to hath kano ki loh tak le ja kar chhorden .
phir jab imam sahab dosari bar kahe
Allah o akbar
to hath kano tak leja kar chhorden .
phir imam sahab teesri bar kahe
Allah o akbar
to hath kano tak le ja kar chorden .
us k baad jab imam sahab kahe
Allah o akbar
to unke pichhe ruku main chalay jayen ishe tarah phir sajdah kareen or baki namaz complete kareen aam namazo ki tarah.

Namaaz Baad Khutba Sune.
Khutba Sunna Bhi Wajib Hai...

Allah pak hamari Namaz kubool farmaye......

Eid Al-Fitr Ki namaz ka tarika
Eid Ki namaz ka tarika


14 comments:

Online Istikhara ap data ha golden moka Online Istikhara karwayan ghr batha. Mohabbat ki shadi,istikhara,nikah,har masle ka hal chand ghanto me karwae +923244544864, +6281315996474 rohani aamil , astrologers, psychic consultants, holistic health services, holistic health, services, palmist, spiritual, consultant, anti black magician, amil, rohani scholars, istikhara, religious scholars, islamic scholars, religious services, astrologist.
Rohani Zaicha
Istikhara
Horoscope
Astrology
Istikhara for Marriage
ROhaniilaj
ROhani Wazaif
Amil Online
Amliyat
Black Magic ka tor
Marriage problem
Husband Wife Problem

This comment has been removed by the author.

Agar jmat. Ksath na parh sakain tu us K liye Kia Karna chahiye

Nice information

https://mysunnihanfiaddress.blogspot.com

eid ki namaz ka tarika is articles me bahut acche trah se bataya gaya hai is jankari ko post kar ne ke liye dhanyawaad
Eid Ul Fitr 2020 – Namaz Ka Tarika In Hindi

Hello everyone, it’s my first visit to this website, and the piece of writing is eid ul Fitr in support of me, keep up posting this content. Eid Ul Fitr Namaz Ka Tarika

Apne Eid ki Namaz ka Tarika Bahut acchi tarah se batayi apka sukuriya.

Wah SubhanAllah May Allah Fullfill Your Wishes AAMIN

Post a Comment