Search This Blog

tahiyatul wudhu ki namaz ka bayan

NAFL PRAYER TAHIYATUL WUDHU

tahiyatul wudhu ki namaz ka bayan in English and Hindi/Urdu

"TAHIYATUL WUDHU is one kind of NAFL NAMAZ In this Only two RAKA'T After doing WUDHU".

You can read two RAKA'T NAMAZ with NIYYAT of TAHIYATUL WUDHU. in this NAMAZ nothing special it same as normal two RAKA'T NAMAZ like in both RAKA'T read SURAH FATIHA and another SURAH.

Hadith about TAHIYATUL WUDHU:

Abu Hurairah (R.A.)narrates that once prophet Muhammad (S.A.W.)asked Hajrat Bilal (R.A.) at Fajr Namaz:
Hajrat Bilal, Tell me that did of yours which is most hopeful (for reward) after embracing Islam,
for I heard your footsteps in front of me in heaven. means i show in dream you are walk ahead me in heaven.

Hajrat Bilal (R.A.) said:
I have not done anything extraordinary except that whenever I perform WUDHU during the day or night,I read NAMAZ of  (Tahiyatul-Wudu). whenever break my WUDHU do again WUDHU and read NAMAZ of TAHIYATUL WUDHU. read this NAMAZ like FARZ for me.
this NAMAZ also can't read at improper time like other NAMAZ.

TAHIYATUL WUDHU ki Namaz ka bayan  in Urdu/Hindi

TAHIYATUL WUDHU ek type ki NAFL namaz he isme do raka't namaj WUDHU karne ke baad padhi jati he.2 raka't namaz dusri namaz ki tarah hi padhna he. dono raka't me surah fatiha aur dusri koi ek surah padhi jaye.

TAHIYATUL WUDHU  ke bare me Hadith:
Abu Hurairah (R.A.) ne kaha ki ek bar Pyare Nabi Muhammad (S.A.W.) ne Hajrat Bilal (R.A.) se fajr ki namaj ki waqt puchha ki Hajrat Bilal muje batavo ke aapke kis aamal se aapko jayada swab pane ki ummid he.kyu ki mene khavab main dekha he ki me jannat me chal rha hu aur aap mere aage chal rahe ho.muje batavo aisa konsa aamal he.
Hajrat Bilal (R.A.) ne Bataya ki Ya nabi me aisa koi aamal nahi kar rha hu lekin main jab bhi wudhu karta hu to 2 raka't namaz TAHIYATUL WUDHU  ki padhta hu . jab bhi mera wudhu tut jaye raat ho ya din main wudhu karke do raka't namaz padh leta hu main ish namaz ke aise padhta hu jese ki wo muj pe farz ho.

TAHIYATUL WUDHU ki namaz ki niyyat :
me niyyat karta hu allah t'aala ke waste 2 raka't TAHIYATUL WUDHU ki namaz padhne ki muh mera kaba sarif ki taraf allahuakbar.



Please comment for improve post we always accept suggestion. 

11 comments:

Niyyat dil se ki jati hai Zuban se nhi....sirf allahu akbar bol kar namaz start ki jati hai....yeh Biddat hai jo Zuban se niyyat karte hi

Biddat ka kya matalab hota hai? Unknown ji.zara si knowledge hojane par Aapne ko Deen ka Aalim nahi samajhna chahiye.isi ghamnd se shaitan Iblees paida hua that.postive socho.jindagi aasan ho jayegi

और हां, अल्लाहु अकबर के पहले बहुत से खयालात आतें हैं, ऐसे में बंदे को जुबान से नियत करले तो बेहतर होता है। अगर वक्त नहीं है तो (❤️)का इरादा काफी है

बिदअत - बिदअत करने से मुस्लिमों में इखतेलाफ पैदा नहीं करना चाहिए। इस्लाम बहुत आसान और लचीला मज़हब है।

Hadees me tahiyat ul wadu k lafz nahi hain.
Plz correct that.

Sabse pehle to aap acche se Deel e Islam ka knowledge haasil kare bas muh uthaya aur biddat boldiye ye ghalat hai.

Wahbeoo ko her jaga bidat or sherk he nazar ata ha.

Wahbeee mardood na fateya na kalma na darood.
Bus her jaga in ko boknay ke adat ha ya sherk ya bidat ha ya Hades's pak ma nye , ya Quran pak ma nye ha.

Absolutely khud apne feet fehlakar padte hain aur apni finger ko hilate hain salam mein pakodas & enemies of Panjetan Paak Wahanis mardood zozakis

Post a Comment