Search This Blog

How to perform Eid Al-Fitr Namaz explain in English

How to read Namaz of Eid AL-Fitr explain in English

What to do before read Eid Al-Fitr Namaz?

On day of Eid al-Fitr Gusal(bath) is compulsory then read namaz of fazar(morning pray) after that visit kabrastan(Cemetery) then ready with clean or new clothes and put SURMA in your eyes and put spray(islamic attar or khusbu) on your body then pay Giving Zakat-ul-Fitr (also known as Fitrana) and go to the EIDGAAH or Masque for read namaz of Eid al-Fitr.


The method is to make intention for Eid Al-Fitr (Ramdan Eid, Ramazan Eid, Eid ul-Fitr)for two Rakats Wajib and then pick up your hands up to your ears and say ‘ALLAHU AKBAR’ and then fold them below as normal.

Now Read 'Sana'(Subhanaka allahumma wa bi hamdika wa tabara kasmuka wa ta'ala jadduka wa la ilaha ghairuka) Sana  in Arabic (سبحانك اللهم و بحمدك، وتبارك اسمك، و تعالى جدك، ولا إله غيرك) Translation of sana (“O Allah, how perfect You are and praise be to You. Blessed is Your name, and exalted is Your majesty. There is no god but You.” [Only recite this supplication, Subhanaka, at the beginning of the first Rak'ah])

And then say ALLAHU AKBAR and pick up your hands up to your ears and release them and again pick up your hands and say ALLAHU AKBAR and release them again and then lift your hands again and say ALLAHU AKBAR and then fold them.

After folding your hands after the fourth Takbeer the Imam will silently recite ‘audhu billah mina 'sh-shaytani 'r-rajeem’ and ‘bismillahi rahmani raheem' and then he will pray Surah al-Fatiha (‘Alhamd Sharif’) and a other Surat of Quran pak loudly and then go into Ruku and Sijdah complete one Rak’at .


Then in the second Rak’at the Imam will first pray the Alhamdu and a Surat then pick up your hands to your ears and say ALLAHU AKBAR and release them; and do not fold them and repeat this two times. Therefore a total of three times the Takbeer shall be said. On the fourth time say Allahu Akbar and without lifting your hands go into Ruku.

This therefore means that in the Eid prayer there are six extra Takbeers; three before Qira’at (recitation) and after Takbeer-e-Tahrima in the first Rak’at and three after Qira’at in the second Rakat and before the Takbeer for Ruku.


How to perform Eid Al-Fitr Namaz
How read Eid al-Fitr Namaz

Eid Al-Fitr ki namaz ka tarika in urdu hindi aur namaz ka waqt

Eid Al-Fitr ki Namaz padhne ka tarika in Hindi and Urdu


Eid al-Fitr ki namaz kab padhi jati hain?

Eid al-Fitr ki namaz Eid al-Fitr ke din Fajr (subah) ki namaz ke baad 20 min ke baad padhi jaati hain normaly Eid al-Fitr ki nmaj ka time 8 baje ke karib hota hain.
Eid ke din gusal jarur kare aur ho sake itna jaldi masjid/Eid gaah main jaye aur takbeer padhte raho.

Takbeer: "Allāhu Akbar, Allāhu Akbar, Allāhu Akbar. Lā ilāha illà l-Lāh     wal-Lāhu akbar, Allahu akbar walil-Lāhi l-amd"

Eid ul fitr ki namaz padhne ka tarika:


Sab se pehla niyat kare .
Main niyat karta hu 2 rakat namaz wajib eid ul fitar ki zahid 6 takbiro ke sath Waste Allah Ta'Ala Ke Peechhe Is Imaam Ke
muh Mera kaaba shareef ki taraf Allah o akbar
jab imam sahab takbir e tahreema karleen to phir unke pichhe

Allah –o-akbar
kahen .
Phir sana parheen jab imam sahab kahe
Allah-o-akbar
to dono hath Utha kar kano ki loh tak le ja kar chhorden phir dosare martaba jab imam sahab
allah o akbar
kahe to dono hath Utha kar kano ki loh tak leja kar chhorden .
phir jab imam sahab tesare martaba
Allah o akbar kahe to kano tak hath Utha kar bandh leen ab imam sahab surah fateha or koyi quran ki surah Tilawat Karenge
Phir jab imam sahab ruku main jahe to ruku kareen ishe tarah imam k picha sajdah karen
Phir imam k picha dosare rakat parna k liya khara ho jaye
Abb imam sahab surah fateha or quran ki koi surah Tilawat Karenge
jab imam sahab kahe
Allah o akbar
to hath kano ki loh tak le ja kar chhorden .
phir jab imam sahab dosari bar kahe
Allah o akbar
to hath kano tak leja kar chhorden .
phir imam sahab teesri bar kahe
Allah o akbar
to hath kano tak le ja kar chorden .
us k baad jab imam sahab kahe
Allah o akbar
to unke pichhe ruku main chalay jayen ishe tarah phir sajdah kareen or baki namaz complete kareen aam namazo ki tarah.

Namaaz Baad Khutba Sune.
Khutba Sunna Bhi Wajib Hai...

Allah pak hamari Namaz kubool farmaye......

Eid Al-Fitr Ki namaz ka tarika
Eid Ki namaz ka tarika


Eid al-Fitr sms images wallpaper quotes picture wishes in hindi urdu english Arabic

Eid al-Fitr sms,images,wishes,wallpaper in Hindi, Urdu,English and Arabic

Eid al- fitr (Eid ul-Fitr/ramazan eid, Eid) 6 july 2016 ko celebrate ki jayegi aagar chand nahi dikha to 7 july 2016 ko celebrate karenge in india,pakistan,South aafrica,etc. Eid ke din har koi khus rahe aisi hamari duva hain. Eid ka festival Ramazan mahine ke roje rakhne ke baad manaya jata hain. Eid ka tyohar khusiyo ka tyohar hain us din har koi apne agle pichhle jagde aur laday bhul kar ek dusre se gale milte hain aur eid ki khusiya baatte hain.

Eid aisa tyohar jisme sweet chige pka kar khai jaati hain aur naye kapde pehnte hain.eid ke din men log masjid ya eidgaah ja kar eid ki namaj padhte hain.wo naye kapde aur khusbu laga kar jaate hain.


Teri deed jisko naseeb ho wo naseeb khushnaseeb hai,
Teri yaad hai meri zindagi tujhe dekhna meri EiD hai..

Eid mubarak
Teri JAN, meri JAN, meri jaan to tu hi hay,
Log dekhain EID ka CHAND, mera CHAND to tu hi hay


Eid Mubark
 
Eid al-fitr hindi sms image
Eid al-fitr hindi sms
EID MUBARAK ho Apko,
Dher sari tarif aur khusiya mile apko,
But, Jb EIDI mile apko to Please....
Ap Yaad krna Sirf Hmko!!!
Kash hum ek SMS hoty
bas aik click mey aap ky paas hoty
mana k aap hamy delete kar detay
laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty
or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
 
Eid al-fitr image in urdu
Eid al-fitr iamge urdu
zindagi ka her pal khushion se kam na ho
ap ka her din eid ke din se kam na ho

aisa eid ka din app ko hamesha naseeb ho
Jis main koi dukh koi ghum pass na ho
eid mubarak
Sada haste raho jaise haste hai phul,
Duniya ki sare gam tmeh jaye bhul,
Charo taraf failao khushiyo ka geet,
Eisi umid ka sath Yaar tumhe...
MUBARAK ho EID
 
chand raat mubark images
chand raat mubark photo
Aj se Amiri Garibi ka fasle na rahe,
Hr Insan ek duje ko apna bhai kahe,
Aj sb kuch bhul ka aa gale lg ja,
Mubarak ho tuje yeh EID-UL-Fitr.
Eid ka din hay aaj to galay mil lay zaalim,
Rasm-e-duhniya bhi hay, moqa bhi hay, dastoor bhi hay!
 
Eid al-fitr HD image
Eid mubark images
**** Chand Raat Mubarak !! ****
Wishing u kuch khatti,
Kuch meethi,
Kuch chatpati,
Kuch chulbuli
khushion se bhari

Eid Mubarak
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 aftr 24 hrs evry1 will wish u bt I M THE FIRST 2 WISH U EID MUBRIK
 
Eid mubark funny sms
Eid mubark funny sms
Is se pehle k EID ki shaam ho jaye,
Mera SMS auron ki tarha aam ho jaye,

Sare mob network jaam ho jayen
Aur EID wish kerna aam ho jaye...

"EID Mubarak"
zendagi ka her pal khusheyo se kam na ho
ap ka her din eid ke din se kam na ho
assa eid ka din app ko hamesha naseeb ho
eid mubarak
 
Eid mubark image hindi
Eid mubark image hindi

Deep jaltay jagmagatay rahay,
Hum apko aap hamain yaad aatay rahay,

Jub tuk zindagi hai, yeh dua hai hamari,
Aap eid k chand ki tarah jagmagatay raho.

EID MUBARAK
Salammmmmzzzzzz!!!Phoolon ki har khili khushboo dey aap ko..........Suraj ki har kiran roshni dey aap ko..........Hum tou kuch deny kay qabil nahi..........Deny wala her khushi dey aap ko(AAMIN)EID MUBARAKKK
Khushyon k is pur masarrat moqay
per bohut bohat EID MUBARAK
dil ki gehraiyun say nikli hoi is dua k sath k...
Khuda aap ki aur aap k sab chanay walon ki zindagi
ko khushion Rehmaton aur kamiyabi say bhar day,
her gham,dukh aur dard ko aap sab say door....
bohut door ker day...Ameen
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko
EID MUBARAK



Alwida mahe ramazan naat sarif by owais raza qadri lyrics

Alwida Alwida Mahe Ramazan Naat sarif lyrics

Naat Sarif means:


Na`at is Arabic word which use by Muslim for Islamic poetry. Na`at also called Naat Sarif or Naat E sarif. it is poetry presenting by third person for religious or for particular person like prophet Mohammad(S.A.W.). it is presenting in different languages like Urdu, Hindi, Arabic, Bengali,English ,etc.people who are recite Naat Sarif is know as Naat Khawan.


Naat sarif 1:


Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para,
Alwada Alwada Mahe Ramazan.

Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha,
Aur Zoak-e-Ibadat Badha Tha,
Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba,
Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan.

Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain,
Aah Issiya He Main Din Katain Hain,
Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo,
Chand Ansoo Nazar Kar Raha Hoo,
Yehi Hai Mera Kul Asasaaa,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Jub Guzar Jayenge Mah Giyara,
Teri Aamad Ka Aamad ka Phir Shoor Hoga,
Kiya Meri Zindagi Ka Bharosa,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Bazm Iftar Sajti Thi Thi Kaisi,
Khood Sehri Ki Ronak Bhi Hotee,
Sub Sama Hogaya Suna Suna,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Yaad Ramzan Ki Tarpa Rahee Hai,
Aansoo Ki Jarhee Lag Gayee Hain,
Keh Raha Hai Har Aik Qatra,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.


Tere Diwane Sub Ke Sub Ro Rahe Hain,
Muztarib Sub Ke Sub Ho Rahe Hain,
Kaun Dega Inhe Ab Dilasa,
Alwada Alwada Mahe Ramzan.

Sag-e-ATTAR, Badkar, Qahil,
Rah Gaya Yeh Ibadat Se Gaafil,
Is Se khush Hoke Hona Rawana, Hum Sub Se Khush Hoke Hona Rawana
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN,
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN.

Aae Musalman Tho Zinda Rahoge,
Is Mahiney Ko Phir Dekh Looge,
Kiya Teri Zindagi Ka Bharoosaaa,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.



Saal-e-Ainda Shah-e-Haram Tum,
Karna Hum Sub Par Yeh Karam Tum,
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,(AAMEEN)
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

Waasta Tujh Ko Meethey Nabi Ka,
Hashr Mai Humko Mat Bhool Jana,
Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,
Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,(Aameen)
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Ramzan,
Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Gufran,
Jao Hafiz Khuda Ab Tumhara,
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN,
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN 

NA’AT LYRICS INFORMATION:
Naat Khawan: owais raza qadri 


Naat sarif 2:




  

Alvida Alvida Mahe Ramzan
Alwida Alwida Alvida Hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.


Din teray aanay say motbar thay,
Noor mein dubay shaam o sehar they.
Teray janay say dil ro raha hai,
Mah e Ramzan bas alvida hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramazan bass alwida hai.

Sehri iftar qir’at tarawi,
Aur azaan e namazein o tasbeeh.
Yeh saman noori tujh say mila hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mahe Ramadan bass alwida hai.

Rehmatoon ka tu pegham laya,
barkatoon ka tu inaam laya.
Rutba aala o afzal tera hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvida Hai, Mah e Ramadhan bas alwida hai.

Jaam rehmat kay tunay pilaye,
Gul muradoon kay tuney khilaye.
Tu juda hum say ab ho raha hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramdhan bas alwida hai.

Humko baykal tu paye ga kab tak,
Gar rahe zinda aglay baras tak.
Phir milein gay jo huqmay khuda hai
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramadhaan bass alwida hai.

Chal diya hai tu jo Rab ki janib,
Ahl e Imaan kay purnam hain Qalib.
Qalb e Ishrat bhi gham say bhara hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvida Hai, Mah e Ramazaan bass alwida hai.

Humko bekal tu payega tab tak
Gar rahay zinda agle baras tak.
Phir milengay jo huqm e Khuda hai
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramzan bas alwida hai.

NA’AT LYRICS INFORMATION:
Naat Khawan: Syed Fasihuddin Soharwardi

Alwida mahe ramazan rulesinislam blog

Eid al-fitr 2016 in india and ramazan eid ke baare me hindi me

Eid al-Fitr ke baare me hindi jaankari


 Ramazan eid ka matlab in hindi aur ramazan eid kese manate hain

Ramazan ka pura mahina roza rakhne ke baad sawaal mahine ki pehle din  jo festival manaya jata hain use Ramazan Eid or Eid al fitr kehte hain.Eid al-fitr or eid ul-fir or ramzan Eid muslim ka sabse bada festival hain. is festival duniya bhar ke musalmano ke liye importance festival hain. ye festival world me bahot JOR-SOR se manaya jata hain.

Har muslim ke liye ramzan ke din bahot importance rakhte hain un dino me roza rakhte hain. ramzan ke aakhri din jab sawaal mahine ka pehla chand dikhta he tab eid mnayi jati hain.



Eid ke din sabhi muslim subah ki namaz ke baad ek aur namaj padhte hain jise eid ki namaz kehte uske baad sabhi muslim bhai-padosi ek dusre se gale milte hain aur sabhi ek dusre ko eid ki badhai dete hain. Aurat ghar me mithi chije banati hain aur sabhi log is festival ko khusi se manate hain.

Eid ka tyohar bhaichara aur ekta ka festival hain jisme sabhi ek dusre ki galtiya bhul kar ek dusre ko maaf karke gale milte hain.
Ramazan ke mahine me aur eid ke din amir log garib ko daan dete hain aur help karte hain aur jakat,fitra,sadka dete hain. Ramzan mahine main masjid ki safai aur masjid ko sajaya jata hain.

pehli baar eid al-fitr ka tyohar "Badar" ki ladai ki baad year 625 me manaya gya tha. paygambar mohammad S.A.W. ke kehne par ye festival manaya gya tha.

India main is festival par har jagah chhutiya hoti hain aur sabhi sath mil ke eid manate hain. Islamic country me 3 din ya 5 din 10 din ki chhutiya hoti hain.2016 main eid 6 july ko manayi jayegi..



eid al fitr in hindi

eid al-fitr image photo wallpaper HD picture

Eid al-Fitr Image, Photos, wallpaper, HD picture


During the month of Ramadan, Muslims done fast and participate in religious activities such as Read Namaz, Read the holy Quran helpful giving and donate  . It is a time of intense spiritual renewal for those who observe it. At the end of Ramadan, Muslims throughout the world observe a joyous three-day celebration called Eid al-Fitr (the Festival of Fast-Breaking).
Muslim celebrate this festival with perform eid al-fitr Namaz only by men and women can't perform this namaz and then all celebrate remaining part of day own way such as send wishes to each other take nice food etc...

I wish a wish for u.
The wish i wish for few.
The wish i wish for u is that
your all wishes come true
so keep on wishing
as my all wishes are with you.
Eid Mubarak


Some words can be left unsaid,
Some feeling can be left unexpressed,
But person like u can never be forgotten on this day

EID MUBARAK

Eid al-Fitr Blessing
Eid al fitr images
Eid al fitr images
Eid al-Fitr Image


Special DUA 4 special person:
May
Allah almighty bless u with
Sehat,
Rahat,
Nemat,
Izzat,
Barkat,
Dault,
Salamti,
Hayati,
Kamyabi &
unlimited khushiyan :)

EID MUBARAK

 We have chosen a law and a practice for every one of you.
Had Allah Pak will, He would have made you a single community,
but He wanted to test you regarding what has come to you.
So battle with each other in doing good.
Every one of you will return to Allah pak and
He will inform you regarding the things
about which you differed.
(Surat al-Ma'ida, 48)

Eid al-Fitr Mubark
Ramdan Eid mubark image
Happy Eid
Eid al- fitr wishes
Eid al fitr wish

 The key to success is reflected in the Qur’an. May we find blessing and guidance as we recite it altogether in the Ramadan days. Happy Eid Mubark
 My Blessing, Congratulations and Good wishes.
I wish you the best of everything
for not only in EID-UL-Fitr but also
all the years ahead.*EID MUBARAK*
Eid mubark Hd Image
Happy Eid mubark photo


I wish a wish for u.
The wish i wish for few.
The wish i wish for u is that
your all wishes come true
so keep on wishing
as my all wishes are with you.
Eid Mubarak

 May the magic of this EID bring
lots of happiness in your life and may
it fill ur HEART wid wonders.
Happy EID al fitr Greetings
Eid image
Happy Eid images

 The moon has been sighted, 
The pakoda are ready, 
Here comes EID so just go steady, 
Lots of dua”s is all i request and 
just wanted to wish you all the BEST!!! 
“Eid Mubarak”
No great verses,
No pieces of art.
Just two special words
straight from the heart.
EID MUBARAK.

When my arms cant
reach people close to my heart.
I always hug them with my prayers.
May allahs peace be with you.
A very happy eid mubarak 2 U.

 Sada hasnte raho jaise hasnte hain phool, 
Duniya ke sare gham tumhe jayen bhool, 
Charo taraf phhelao khushion ka geet, 
Isi umeed ke sath Yaar tumhe …MUBARAK ho EID
Ramdan Eid images
Happy Eid

 On Eid ul-Fitr, 
wish that Allah’s blessings light up the path and 
lead to happiness,
Peace and success. 
Happy Eid
 Today i pray that:-
Happiness be at ur door
May it knock early
Stay late & leave the gift of Allah's
Peace,love,joy & good health behind
shaban mubarak,eid mubarak,
ramadan mubarak,
May you remain happy all the time
Irrespective of any occasion

 CHAND RAAT Mubarak !! Wishing U Kuch Katti Kuch Meethi Kuch 
Chatpati Kuch Chulbuli Khushion Se Bhari EID MUBARAK …

 I wish you the gift of faith, 
the blessing of hope and the peace of his love at Eid and always.
Ramadan Eid images
Eid al fitr 

 O You who believe! 
Enter absolutely into peace (Islam).
 Do not follow in the footsteps of satan. 
He is an outright enemy to you. (Holy Quran: 2, 208)
Eid leke aati hai dher sare khusiya,
Eid mita deti hai insan mai duriya,
Eid hai khuda ka ek nayam tabarok
Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK

Hope Love & Laughter,
warmth & wishes
joy and a Bouquet of Eid Wishes,
Especially for you!!!
jublications become a past of your eid and your life....!
EID MUBARAK

 Celebrate Your Eid Festive
With Your Dear & Near Ones
A Very Heartfelt Eid Mubarak

To You And Your Loved Ones..!!
Happy Eid eid al fitr Mubarak..!!
Ramdan Eid 2016 - 1437

  I wish a wish for u.
The wish i wish for few.
The wish i wish for u is that
your all wishes come true
so keep on wishing
as my all wishes are with you.
Eid Mubarak
 No shadows to depress u,
Only joys to surround u,
God himself to bless u,
These r my wishes for u,
Today, tomorrow, and every day.
Eid Mubarak.

Eid al-Fitr images, Eid al-FItr picture, Eid al-FItr HD wallpaper, Eid al-FItr sms, Eid al-FItr quotes, Eid al-FItr blessing, Eid al-FItr wishes, Ramadan Eid images, Ramadan Eid picture, Ramadan Eid HD wallpaper, Ramadan Eid sms, Ramadan Eid quotes, Ramadan Eid blessing, Ramadan Eid wishes, 


Jumma tul widaa importance image sms wishes blessing


Jumu'atul-Widaa' is the last Friday in the month of Ramadan Kareem before Eid-ul-Fitr.


Jumma tul widaa/ Jumu'atul-Widaa/Last jumma of Ramadan is come in 3rd arsha of Ramadan kareem

If a man takes bath on Friday; purifies himself as much as he can with ablution, applies oil from his oils, or uses any available perfume in his house, then goes out and, without squeezing between two men, prays what is prescribed for him, then remains silent when the Imam speaks (delivers sermon) his (minor) sins between that time and the next Friday will be forgiven.” [Sahih Bukhari, Vol. 1, Page 121, Book on the Friday Prayer]

Jumma tul widaa SMS

Main ja raha hu per tum naraj(upset) na ho,
Main phir aaunga ek saal baad isi tarhan
Rehmatain,Barkatain,Naikiyan, Khushiyan,
Phir le ker aaounga
I’m Ramadan Al-widah

Jumma Tul Wida Mubark.

Jumma tul widaa blessing sms:

The Most Sacred Day
With Countless Blessings
And Mercies of Allah.
May This Juma
Lighten Your Life With
Teachings Of Islam and
Protect You From Calamity
Have a Blessed Friday ..

Jumma tul Wida Mubarak









may you be among the ones

who will receive the


peace and blessings of Friday prayers.


Jumma Mubarak







purpose for everyone you meet.

Some will test you,

some will teach you,

and some will use you.

But most importantly,

some will bring out the best in you.

Happy Friday..





Ya ALLAH Our Sins Are So Many

But Your Mercy Is Limitless

Plz Forgive Us

You Are The Greatest Forgiver

You Love To Forgive

Plz Forgive me,

my Parents,

my Family

And The Whole Muslim Ummah Past & Present

Aamin – SumAmeen

Jumma-tul-Alwida Mubarak






Waqt to Parinday ki Manind hay Guzar Jaega
Gaya Waqt phir nahi ayega
Karlo Nekiyan Dil Bhar k Ramadan Main
Ramadan to mehman hay chala jaeyga
Jumma Tul Wida Mubarak





Aapke Chehray Pe Hansi Sada Rahy.
Mera Har Lafz Aapke Liye Dua Rahy.
Zindagi Main Pao Khushi Har Qadam Par.
Door Aapse Duniya ka Har Ghum Sada Rahy Aameen.
Jumma-Tul-Wida Mubarak.

Alwida Alwida Mah-e-RamzanYa Allah…
Hum Ne Jo Rozay Rakhay,
Jo Ebadatain Ki Aur Jo Namazain Parhin,
Ya Allah Qabool Karna.
Aur Jo Hum Se Galatiyan Huen,
Ya Allah Unhe Darguzar Kar Dena,
Aur Hum Sab Ko Mauf Kar Dena,
Hum Sab Ki Qayamat Ke Din Maghfirat Farmana!
Ameen





Jumma tul widaa SMS

Main ja raha hu per tum naraj(upset) na ho,
Main phir aaunga ek saal baad isi tarhan
Rehmatain,Barkatain,Naikiyan, Khushiyan,
Phir le ker aaounga
I’m Ramadan Al-widah

Jumma Tul Wida Mubark.