Search This Blog

Eid E milad meaning and importance in islam

Some fact about Eid E Milad In islam


When Eid e Milad

Eid e Milad 2 December 2017
Begin in evening of Friday 1 December 2017
End in the evening of Saturday 2 December 2017

Eid-e-Milad is celebrated in the memory of Prophet Muhammed(S.A.W.). The Holy Prophet was born on the 12th day of Rabi-ul-Awwal(Name of islamic month) in 570 (islamic year) Saudi Arabia, Mecca. Rabi-ul-Awwal is the third month of the Muslim year. Eid-e-Milad is a time to rejoice. The festival is not new but many centuries old. It was declared a national holiday in many Muslim countries.

It is also referred as Mawlid an-Nabi and Milad an-Nabi in Arabic the word "Mawlid" is an Arabic word, which literally means to give birth child.

Eid-e-Milad is commonly celebrated in all Muslim countries to honor Prophet Muhammed(S.A.W.)who introduced Islam and revolutionized the religious scene in the Middle East in the following years. Eid-e-Milad is not only celebrated in Muslim countries but also in other non-Muslim places where there is a large population of Muslim like as India. Most educational and governmental offices are closed on this day, in India. Despite being a Muslim country, Saudi Arabia has not declared Eid-e-Milad as a national holiday.

Barah Wafat

This festival is also referred to as, 'Barah Wafat' which stands for the 12 days of sickness of the Prophet, before he passed away. The day is for both mourning and celebrating. 
Prayers are held throughout the month. On the twelfth day of the month Muslims remember the Holy Prophet and his teachings. Mourning on this day is not practiced at all because according the Sunni Muslims believe that mourning for the dead beyond three days hurts the departed soul.

In India, people carry out processions chanting praises of the Holy Prophet and Imam Hazrat Ali. These processions are decorated with fruits, flowers or even scenes depicting religious sites, episodes and figures. The sweet dish 'Kheer' (sweet porridge made of rice) is prepared as a tradition in Muslim homes. Whereas in Saudi Arabia prayers are held, sweets are prepared and the Prophet is remembered through his words.

The religion of Islam celebrates three different Eids, Eid-ul-Fitr (Ramzan Eid), Eid-ul-Zuha (Bakri Eid) and Eid-e-Milad (Prophet Muhammed's Birthday). All these stand for different occasions. Muharram is the Islamic New Year, it is not a time for merry-making and celebration but a time to remember the sacrifices of the holy ones.


Question Answer about Eid-e-Milad

Why do we celebrate Eid-e-Milad?

The Prophet's Birthday, or Milad un Nabi as it is commonly known in Muslim culture, is celebrated in most of the Muslim countries and in India as well.It is celebrated in the third month of the Islamic calendar.

What is the importance of Eid-e-Milad?

Many Muslims in India survey Milad un-Nabi, which commemorates the Prophet Muhammad(s.a.w.)'s  birthday. Milad un-Nabi is a holiday in India and is also known as Mawlid, Mohammad(s.a.w.)'s Birthday or the Prophet's Birthday.


Eid Milad Images











Eid E Milad Mubark To All Muslim


Ashura day fasting and hadith in islam

Importance Hadith about  Day of Ashura in Islam


Day of ASHURA in 2017
In 2017 ASHURA will be on 1st October Sunday,


English mein jis tarah January, February ke mahine hote hain wese hi Arabi aur urdu mein ek mahine ka name Moharram hai.
Ye arabi urdu calendar ka sabse pehla mahina hai, jese English mein january hota hai.

Means 1st Muharram se islamic naya saal shuru hota hai lekin islam main aisa koi celebration nahi kiya jata.

 'Ashura' ek arabic word hai, jiska matlab hai 'Daswa Din'.Muharram mahine ki 10 taarikh ko Hazrat Muhammad (S.A.W.) ke laadle nawase Imam Hussain (R.A.) aur unke rishtedaaro, saathiyo ko shaheed kar diya gaya tha. Ye din humko Imam Hussain (R.A.) ki shahadat ki yaad dilaata hai.
 Is din hum kuch neki ka kaam karke iska isaal-e-sawab Hazrat Hussain (R.A.) aur unke saathiyo ko pahuchana chahiye. Lekin kafi log tajiya banate hain aur kuchh alag tarike se celebration karte hain jo bilkul galat hain kyun ki islam main aisi koi hadith nahi ke tajiya celebrate kare 10 muharram ko. Allah pak hum ko apko aur sabhi muslim ko nek hidayt de sahi rasta dekhaye aur tajiya jesi gumrahi se bachaye.
 kuch log ye samajhte hain ke Moharram ('Yaum-e-Ashura') ki ahmiyat aur is din ka roza isliye rakha jaata hai kyon ki is din Hazrat Hussain (R.A.) aur unke saathiyo ko pyasa shaheed kar diya gaya tha.
Lekin aesa nahi hai, Islam mein Moharram mahina ki 10 taarikh (yaum-e-ashura) ki ahmiyat aur iska roza to Hazrat Hussain (R.A.) ki shahadat se bhi pahle se rakha jata hai. Balke Hazrat Muhammad (S.A.W.) ke duniya mein tashreef laane se bhi pahle dusre nabiyo ke time se hi Allah ne is mahine ki 10 taarikh aur iske roze ko ahmiyat de rakhi thi.
(Hazrat Musa (alyhissalam) ko firon jese zalim badshah se is din azaadi mili. Musa (alyhissalam) ke time bhi ashura ki
ahmiyat thi aur aapke ummati bhi is din ka roza rakhte the.

Hazrat Muhammad (S.A.W.) ne bhi is din roza rakhne ka hukm apne sahaba ko diya tha,
(jab  hazrat Hussain R.A. ki shahadat bhi nahi hui thi)
Yaani islam mein is din ki ahmiyat aur roza rakhne ka silsila to Hazrat Hussain (R.A.) ki
shahadat se bhi pehle se chala aa raha hai, aur Hazrat Hussain (R.A.) ne bhi khud is din ka roza rakha tha .
Ye baat alag he ke Allah ne Hazrat Hussain (radiallahu anhu) ki shahadat bhi is din kubul ki.

Assalamualaikum Allah pak hame aur aap sabhi ko sahi aamal karne ki taufiq atta farmaye.







Ramadan me iftar se pehle padhne ki dua

Ramadan me Iftar ke waqt padhne ki dua

Iftar se pahele dua ki Fazilat:

Ek Baar Moosa (alaihisalam) Ne Allah Pak  Se Puchha ki Ya Allah main jitna Aap ke Karib Hu, Aap se Baat Kar Sakta Hu Utna Koi Or Karib Hai?

Allah Pak Ne Farmaya ki Aey  Moosa Aakhri Waqt Me 1 Ummat ayegi Wo Ummat Muhammad (S.A.W.) ki Ummat hogi aur Us Ummat ko 1 Mahina aisa Milega jis Me Wo Sukhe Honto, Pyasi zuban,Sukhi Hui ankhe, Bhuke Pet Jab Iftar Karne baithenge Tab Me Unke Bahot Karib rahunga. Moosa Tumhre or Mere Bich Me 70 Pardo ka Faasla Hai Lekin Iftar k Waqt Un Ummati Or Mere Beech me 1 Parde ka Fasla Bhi Nhi Hoga Or Jo Dua Wo Mangenge Use Kubul Karna Meri Zimmedari Rahegi..

Allah pak Hum Tamam Ko iftaar se pehle kasrat se Duaein mangne ki Taufeeq Ata Farmaye...



Rozedaar ki Dua Iftar ke waqt kabool hoti
Bismillahirrahmanirrahim
1. kam se kam 3 martaba durude pak padhe.
2. 1 martba surah fateha padhe(Alhamdo ki surah).
3. 3 martaba surah ikhlash padhe (kulhovallaho ahad).
4. ishke baad niche di gayi dua padhe.

  1. Ya allah hum gunehgaar hain teri bargah main haath utha diye tu karim hain karm farma.
  2. ya allah hamari walidain aur sari ummat ki magfirat farma.
  3. ya allah hame maut ki sakhti aur kabar ke azab se bacha.
  4. ya allah tamam momin musalman ki jaan maal aur ijjat abru aur imaan ki hifajat farma.
  5. Ya allah hame huzur akdas sallallah-alaye-wa-sallam ki shafaat nasib farma.
  6. ya allah hamari zuban par kalmya tayyab hamesha jaari rakh.
  7. ya allah ham par apni rahmat nazil farma karam ki barish farma aur rizik e halal ata farma.
  8. ya allah hame ilam e din shikhne aur shikhane ki taufik ataa farma aur us pr amal karne ki taufik ata farma.
  9. ya allah hame namaj ki pabandi nasib kar aur hamare Roza aur ibaadat kabool farma.
  10. ya allah tu hame apna mohtaj bana, kisi ger ka mohotaj na bana.
  11. ya allah shaitan ke fareb se aur nafshani khvahiso se bacha.
  12. ya allah hame kamil eman nasib farma aur puri hidayat ata farma.
  13. ya allah hamri maa- baheno ko pardo ki taufiq ataa farma.
  14. ya allah hame be hisab bakhs dena.
  15. ya allah hame pure ramzan ki neamat anwar wa barkat se malamal farma.
  16. ya allah tu bimaro ki sifa ataa kar jo berojgaar hain unko roji ataa kar , jiske paas olad nhi uko olaad atakaraur jinki olad hain unko sahi raste chalne ki taufiq ata kar.
  17. ya allah hame hajj nasib kar aur madina sarif dikah jahan raat din teri rehmat barsti hain.
  18. ya allah hame huzur akdas sallallah-alya-wa-sallam ke pyaare tarike par chalne ki taufiq de.
  19. ya allah hamari tuti futi dua ko tere mehboob ke sadke main kabbol farma.
  20. ya allah hame maut ki sakhti aur kabar ke azab se bacha.

Image for Dua:





Dua main yaad rakhna har momin musalman ko.......allah pak aapki har dua kabool kare aameen.....

Ramadan 2017 perfect timetable for Gujarat india

Time Table of Ramadan 2017 for Gujarat India


Year 2017 Ramadan was start on 28 may 2017 as per this following timetable is useful for some city like Surat, Navasari, Bharuch, Valsad, Vapi, Ankleshwar (south Gujarat of India).



Ramadan(Fast)
Date
Day
Sehri
Iftar
1
28-May
Sunday
4:24 AM
7:19 PM
2
29-May
Monday
4:23 AM
7:20 PM
3
30-May
Tuesday
4:23 AM
7:20 PM
4
31-May
Wednesday
4:23 AM
7:20 PM
5
01-June
Thursday
4:22 AM
7:21 PM
6
02-June
Friday
4:22 AM
7:21 PM
7
03-June
Saturday
4:22 AM
7:22 PM
8
04-June
Sunday
4:22 AM
7:22 PM
9
05-June
Monday
4:22 AM
7:22 PM
10
06-June
Tuesday
4:22 AM
7:23 PM
11
07-June
Wednesday
4:21 AM
7:23 PM
12
08-June
Thursday
4:21 AM
7:24 PM
13
09-June
Friday
4:21 AM
7:24 PM
14
10-June
Saturday
4:21 AM
7:24 PM
15
11-June
Sunday
4:21 AM
7:25 PM
16
12-June
Monday
4:21 AM
7:25 PM
17
13-June
Tuesday
4:21 AM
7:25 PM
18
14-June
Wednesday
4:21 AM
7:26 PM
19
15-June
Thursday
4:21 AM
7:26 PM
20
16-June
Friday
4:21 AM
7:27 PM
21
17-June
Saturday
4:22 AM
7:27 PM
22
18-June
Sunday
4:22 AM
7:27 PM
23
19-June
Monday
4:22 AM
7:27 PM
24
20-June
Tuesday
4:22 AM
7:27 PM
25
21-June
Wednesday
4:22 AM
7:27 PM
26
22-June
Thursday
4:22 AM
7:27 PM
27
23-June
Friday
4:23 AM
7:27 PM
28
24-June
Saturday
4:23 AM
7:28 PM
29
25-June
Sunday
4:23 AM
7:28 PM
30
26-June
Monday
4:23 AM
7:28 PM


Sehri Ki Dua or Sehri ki niyyat (Dua for keeping fast in Ramadan):

Navaitu an asuma gadala lilaahi ta aalla min fardi ramadan.


Iftar ki dua or iftar ki niyyat (Dua for Breaking Fast in ramadan):

Allahumma inni laka sumtu wa bika aamantu wa 'alayka tawakkaltu wa 'ala rizq-ika aftarthu fathakabl minni.

Meaning : O Allah, I  Fasted for you and i believe in you and i break my fast with your sustenance.


You can save above image for your daily use in Ramadan..