♠ Posted by uvesh in namaz ki niyyat ka tariqaa

NAMAZ KI NIYYAT KAISE KI JAAYE????
BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM
NAMAZ KI NIYYAT KAISE KI JAAYE????
Aap(sws) farmate hain:
" amal ki buniyad niyaton par hai"
(bukhari,1,54,2529,3898,5070,2520, MUSLIM 1907)
isliye zaruri hai ki ham apne tamaan(jayez) kamon me(sabse) pahle niyyat kar liya karen kyonki jaisi niyat hogi waisa hi fal milega,
hz abu hurairah ra riwayat karte hain ki aap(sws) ne farmaya:-" ek shaheed, allah ke saamne qayamat me laya jaayega , allah usse puchhega ki, tune kya amal kiya? Wah kahega ki main teri raah me ladkar shaheed huwa, allah farmaayega: "tu jhoota hai...