Search This Blog

When bakra Eid or Eid-al-Adha in 2015


When bakra Eid or Eid-al-Adha

Bismillah hir rahman nir raheem

Bakra Eid or Eid-al-Adha in 2015 on 25 sep Friday
10th day of the twelfth month of ZILHIJJA as per the Hijri calendar.
Qurbani ke 3 din hain,12th ZILHIJJA ko sooraj doob jaane (GUROOB-e-AAFTAB) tak qurbani ki jaa sakti he (al jamia us sagheer)
Eid al-Adha is celebrated on the 10th day of the twelfth month of ZILHIJJA as per the Hijri calendar. While this date is the same in the Islamic calendar, the date changes from year to year on the English calendar. The festival is celebrated on two different English dates in different parts of the world, due to the visibility of the curved moon at different times.
EId-al-Adha (Bakri-Eid), which is also known as Eid al-Adha or Id-ul-Adha, is a festival that many Muslims celebrate with special prayers, greetings and gifts. It is a gazetted holiday in India and is also referred to as the festival of sacrifice.
Muslims around the world believe that Allah  commanded Ibrahim to sacrifice his son Ishmael(a.s.). Ibrahim(a.s.) followed Allah's orders, but his son was replaced by a sheep at the last moment. Muslims celebrate this at Eid al-Adha.

Har Aaqil Balig mukim musalman mardo orat malike Nisab per Qurbani wajab hai(Bahare Shariat)

Qurbani karne wale ki QURBANI sawari banegi jis ke jariye ba Aasani pulsirat se gujrega
 

Aur Iska har uzaw malik ke har uzaw ka fidya banega
Jisne Qurbani Ki Hogi Jab wo Roze Qayamat Qabr Sy Bahar Niklega To Uske Sirhane Qurbani Ka wo Jaanwar Maujood Hoga.

KONSE JAANWARON KI QURBANI JAAYEZ NAHI:


1- waajeh taur paq kaana
2- aisa bimar jiski bimaari zaahir ho
3- aisa langada jiska langadapan zaahir ho
4-aisa kamzor jaanwar jisme charbi na ho
5- kaan me suraakh ho
(abu dawood)






0 comments:

Post a Comment