Search This Blog

Namaz ke sharte in islam and Importance of namaz

♠ Posted by test in ,


Namaz ke sharte in islam and more sunnah in islam :



Imporatance of Namaz

Salat Benefits: In the morning when stomach is empty, read namaz of Fajar, a Muslim is required to offer fewer number of Rak'aat whereas in the evening after the dinner we offer an extra number of Rak'aat, Namaj of Isha.

Takhbir Benefits: Read Takbir at the beginning of salat, we move hand and shoulder muscles thereby increasing the flow of blood towards torso. Akamat performs a similar function.

Sajdah Benefits: The most important function in Namaz is sajdah where we touch the ground with our forehead. This posture increases fresh supply of blood to our brain. Needless to say in certain forms of yoga some adherents stand on their heads for the same purpose where this can be obtain from namaz.

Tashah'hud Position Benefits  : In tashah'hud position, our hip, elbow, knee joints, backbone, wrist joints move in a way that it provides a form of relaxation to our entire body. Pressure is applied on the body parts as if it was a kind of massage which releases tension.

Heart Benefits: Heart in the most important organ in the body. It supplies fresh blood to all body tissues. These body movements performed during Namaj are an excellent source of exercise for our heart as well. According to a Hadith of the Holy Prophet (PBUH),"There is an organ in the body, when it is healthy, the whole body is healthy, and when this is sick, the entire body becomes sick". It is the our  heart.


Sharte  Namaz 7 hain:
1) Niyyat karna.
2) Kapde ka Paak hona.
3) Jagah ka Paak hona.
4) Satar (Naaf se Ghutne tak ka hisse) ka chupana.
5) Qiblah ki taraf munh karna.
6) Namaz ka Waqt hona.
7) Badan ka Paak hona.
8) Takbir e Tahrima yani "ALLAHU AKBAR" kehna.
9) Qiyaam yani khada hona.
10) Qira'at yani Qur'an ki 3 choti Aayaat ya 1 badi Aayat ka parhna.
11) Ruku'a karna.
12) Dono Sajde karna.
13) Qa'ada e Akhirah me Tash'hud ki miqdar baithna.

Namaz Kya hain:

Namaz Nabi pak (S.A.W.) ki aankho ki thandak hain.
Namaz barkto ka khazana hain.
Har Problem ko door karne ka jariya hain.
Namaz Kabr main dost hain.
Namaz hsshra main momin ka noor hain.


All brother and sisiter please read namaz always. it Will not forgive.so keep it up.




.

Sunnte rashul in islam

♠ Posted by test in

Sunnate Rasool Pe aamal Karna Aur Sunnte Felane ke Bare Me Hadish

Aaj Ke jmane me Jo Momin  Nabi ki Sunnato Follow Karega Use 100 Shahid ka swab diya jayega.

1. So kar Uthne ki Sunnate.






neend se uthte hi dono haatho se chehra or aankho ko malna taaki neend ka khumaar door ho jaye.

subah jab aankh khule to teen baar "alhadulillah" kahen or kalmae tayyeba 

"lailaha illallaho mohammadur rasoolullah padhkar ye niche di gayi dua padhe :

"alhamdulillahillazi ahyana baada maamatana wa ilaihinnushoor"


Jab so kar uthe to miswak jarur karle.
 

2. Miswak karne ki Sunnate

Agar Wazu Karte hoye miswak karliya jaye to namaz ka sawab 70 gunah (times) ziada ho jata hai.
ab muat aayegi to Zaban say kalma jari ho jaega or us ki muat  iman par hogi.
Khana Hazam hota hai
Burhapa Der sa ata ahi
Moo ki boo zayl karti hai

Sir ka Dard Door Hota hai.
Sir ki Ragon ko Sukoon milta hai
Nazar Tez hoti hai

3. Masjid Me Dakhil Hone aur bahar nikal ki Sunnate aur dua

Masjid mein dakhil hone se pehle nich di gayi duva padhe aur pehle right pair under rakhe:
 Allahumma Aftahli Abwaaba Rahmatika

Masjid se bahar nikalne se pehle nich di gayi duva padhe aur pehle left pair bahar rakhe:
Allahummaftah li abwaba rahmatik




4.  Ghar Me Dakhil Hone aur bahar nikalne ki Sunnate aur dua

Ghar me dakhil hone ki duva aur tariqa:
1.Ghar Walo Ko Salam Karna.

2.Pahle Right pair Ghar me Rakhna

3.ALLAH Ka Zikr Karte Hue Dakhil Hona

4.Ghar Me Dakhil Hone Ki Dua Padhna jo niche di gayi he:

5.Ghar Me Dakhil Hote Wakt Salam Karna
Chahe Koi Ho Ya Na Ho

6.Khikhar Kar Ya Darwaza Khat Khata Kar Es
Tarha Dakhil Hona Ki Ghar Walo Ko Malum Ho Jaaye.

Ghar se nikalne ki duva aur tariqa:
1.Ghar Walo Ko Salam Karke Nikalna

2.Pahle left pair Ghar Se Bahar Rakhna aur niche di gayi duva padhna

3.Wazu Sunnat K Muafiq Ghar Se Karna
Chahiye

4.Sunnat Namaz Ghar Par Padhkar
Jana..Mauqa Na Ho To Masjid Me Padhna

5.Itminaan Se Jana Daud Kar Na Jana
[Ye Sirf Masjid K Liye Hai]


6. Namaz ki 51 Sunnate.

7. Khana Khane ki Sunnate.

8. Paani pine ki Sunnate.

9. Kapde pahenne ki Sunnate.

10. Baal(Hair) Ki Sunnate.

11. Nakhun Kaat Ne Ki Sunnate.

12. Azan Ki Sunnate.

13. Sone ki Sunnate.

14. Safar(Travel) Ki Sunnate.

15. Nikah ki Sunnate.

16. Maut Aur Marne ke Baad ki Sunnate.