Search This Blog

muharram 2015 or muharram 1437


Muharram 2015 or 1437 date and detail about muharram celebration

Date 15 October 2015 Thuersday  to 14 November 2015 saturday
Muharram Start at evening of 14 oct 2015 and finish at evening of 14 nov

Muharram 1437 moon was not sighted on Tuesday Thursday was 1st Muharram and 10th Muharram Youm-e-Ashur will be on Saturday 24th October 2015 inshaAllah in Saudi Arabia and rest of world.Please share and tell your brothers and sisters who Fast on Ashura.

Muharram is the first month of the Islamic calendar and making start of islamic year. 10th Muharram is a holiday in India its also called day of Ashura It is a day off for many workers in India.

Month of mourning

Muharram is a month of remembrance and modern muslims meditation that is often considered synonymous with Ashura. Ashura, which literally means the "Tenth" in Arabic, refers to the tenth day of Muharram. It is well-known because of historical significance and mourning for the murder of Hussein ibn Ali, the grandson of Muhammad(S.A.W.)

What people doing in muharram or on 10th day of muharram?

All muslims doing Large prayer meetings. This is particularly true of areas of India with a predominantly Muslim population. Not all Muslim groups observe this festival in the same manner. Some Muslims regard Muharram as the month of mourning, commemorating the Battle of Karbala. Muharram is primarily an Islamic holiday but nonmuslims may also take part in or observe the Muharram activities in India its also called "Tajiyah". Some muslims fasting on 10th day of muharram or some muslims fasting 1 to 10 day of muharram.


Hadith of Muhammad S.A.W.

O Fatimah! Every eye shall be weeping on the Day of Judgment except the eye which has shed tears over the tragedy of Husayn for surely, that eye shall be laughing and shall be given the glad tidings of the bounties and comforts of Paradise.

A new year in Islam started. Its the 1st of Muharram 1437. As believer we should never be pessimistic when it's about the future of this world. The Prophet Muhammad [pbuh] already predicted that Muslims will suffer, will be weak and kill each other. But he also said that there will come a time after it where Muslims will find happiness and peace. We maybe will never experience it here, but it's what Allah has chosen for us. Nevertheless, the fact that life is limited should motivate us all to enjoy this life to the fullest and not to mourn too often about everything what we see. We can't be constantly sad, because Palestinians or Syrians or others get killed. People suffer daily everywhere but we don't see it. So be happy, enjoy this life and pray for those who have less. May Allah bless you with a better life in 1437.


Muharram 1437 moon was not sighted on 13 oct Tuesday its sighted on Wednesday 14 oct so Thursday 15 oct was 1st Muharram and 10th Muharram Youm-e-Ashur will be on Saturday 24th October 2015  inshaAllah in Saudi Arabia and rest of world.Please share and tell your brothers and sisters who Fast on Ashura.



Fast of Arafah in month of Jilhajj in islam

Importance of Fast of  Arafah In Islam

The Prophet said: "Anyone who fasts for one day for Allah's pleasure, Allah will keep his face away from the (Hell) fire for (a distance covered by a journey of) seventy years." (Bukhari, Muslim)
Fast all nine days and especially fast the Day of ‘Arafah


The Prophet said: “Anyone who fasts for one day for Allah’s pleasure, Allah will keep his face away from the (Hell) fire for (a distance covered by a journey of) seventy years.” (Bukhari, Muslim)
Just imagine…..if you fast these nine days (fasting on Eid is haraam), how far your distance will be from hell!


The Prophet used to fast on the ninth day of Dhu’l-Hijjah and he said: “Fasting the Day of ‘Arafah (ninth Dhul-hijjah) is an expiation for (all the sins of) the previous year and an expiation for (all the sins of) the coming year.” (Muslim)
The Prophet swallahoualaiyhi wasalam said: When you see the new moon of Dhu?l-Hijjah, if any one of you wants to offer a sacrifice, then he should stop cutting his hair and nails until he has offered his sacrifice.
According to another report he said: He should not remove (literally, touch) anything from his hair or skin.


Among the good deeds which the Muslim should strive to do during the first ten days of Dhu?l-Hijjah is:-Fasting.
It is Sunnah to fast on the ninth day of Dhul-Hijjah, because the Prophet urged us to do good deeds during this time, and fasting is one of the best of deeds.


The Prophet said: “There are no days on which good deeds are greater or more beloved to Allaah than on these ten days, so recite much Tahleel (saying Laa ilaaha ill-Allaah), Takbeer (saying Allaahu akbar) and Tahmeed (saying al-hamdu Lillaah).”

Ibn ‘Umar and Abu Hurayrah used to go out in the marketplace during the first ten days of Dhu’l-Hijjah, reciting Takbeer, and the people would recite Takbeer when they heard them. (Bukhaari)

Takbeer at this time is a Sunnah that has mostly been forgotten, especially during the first few days. So say it in the masjid, in your home, on the street and every place where it is permitted to remember Allaah. Revive the Sunnah that have been virtually forgotten and earn great rewards for doing so. 


        


importance of Bakra eid Qurbani Eid al adha

 Bakra Eid or Eid al Adha Ki Masail

  1.     Eid ke pahle din qurbani karna afzal hai kyonki yah din sab dino se afzal hai( abu dawood).
  2.     Qurbani karne ka waqt eid ul adha ki namaz padhne ke baad shuru hota hai(bukhari).
  3.     Khasi kiye huye janwar ki qurbani jaiz hai balke afzal he kiyu ke khasi wale janwar ka gosht achha hota hai.
  4.     Qurbani ke jaanwar ko khila pila ke mota taaza karna chahiye.
  5.     Afzal qurbani oont ki, phir bakri, phir oont me hissa lena.
  6.     Jis jaanwar ko qurbani ki niyyat se khareed liya jaaye use bechna haraam hai.
  7.     Agar koi shakhs eid ki namaz padhne se pahle hi jaanwar jabah kar de to uski qurbani nahi hogi balki usi eid ki namaz ke baad ek dusra jaanwar jabaah karna padega.
  8.     Chhuri( knife) khoob tez honi chahiye(muslim).
  9.     Qurbani ke janwar ko letane se pehle chhuri taiz karle aur letane ke bad taiz karna makruh hai.
  10.     Daant wa nakhun ko chhodkar har khoon baha dene waali cheez se jaanwar zabaah kiya ja sakta hai.
  11.     Qurbani karne waale ko apne haath se jaanwar zabaah karna afzal hai (bukhari).
  12.     Qurbani waale jaanwar ke pahlu par jabaah ke waqt pair rakhna masnoon hai.
  13.     Bismillah wallahu akbar padhkar jaanwar jabaah kiya jaayega (bukhari).
  14.     Eidgaah me qurbani karna sunnat hai (bukhari).
  15.     kasaai ko khaal ya ghost mazdoori ke taur par dena mana hai (muslim).
  16.     Jaanwar ko qibla ki taraf karke zibaah karna mustahab hai.
  17.     Qurbani ka ghost ghareebon aur miskeeno ko sadqa kiya ja sakta hai aur khud bhi khaaya ja sakta hai (surah hajj).
  18.     Ghost ko barabar 3 hisson me baatna zaroori nahi hai kyonki shariat ne iski pabandi nahi lagaayi balki iske ulat nabi(sws) ne jee bhar khaane ki ijazat di hai (tirmizi) lekin yah zehan me rahe ki is hadith me jahan khaane ka bayan hai wahan khilaane ka bhi zikr hai, isliye itna na khaaya jaaye ki hadith ke agle huqm khilaao par amal na ho sake.
  19.     Agar koi ghost ka kuch hissa jama karna chaahe to sharai eitbaar se iski ijaazat hai.
  20.     Qurbani me bakri ki umer 1 sal hai agar us se kam hai to qurbani nahi hogi, qurbani ke janwar me thoda aeb hai to qurbani ho jayegi magar makruh hogi aur ziyada aeb hai to qurbani hogi hi nahi
  21.     Huzur ne kan kate huye aur sing tute huye ki qurbani se mana farmaya.
  22.     karzdaar shakhs qurbani kar sakta hai kyonki aisi koi daleel nahi jo use qurbani karne se rokti ho.
  23.     Eid ke liye khareede hue oont me bhi shirkat ho sakti hai, oont me 10 log shareek ho sakte hain.
  24.     hajj ke liye jo oont khareedi gayi hai usme zyada se zyada 7,7 afraad sharik ho sakte hain(muslim).

  25.     qurbani karne waale afraad Zilhajj ka chand nazar aane se lekar qurbani karne tak baal aur naakhun nahi kaat sakte.
  26.     Zabah karne wala "bismillah" jan bujkar na padhe to janwar haram aur murda ho jayega
  27.     zabah karne wala bismillah padhna na bhule.



Fazilat of 10 day of zilhajj month in islam


 Fazilat Of First 10 Day of Zil Hajj In Islam

Zil HaJJ Ke 10 din KI FAZILAT:

EId-al-Adha (Bakri-Eid), which is also known as Eid al-Adha or Id-UL-Adha, is a festival that many Muslims celebrate with special prayers, greetings and gifts. It is a gazetted holiday in India and is also referred to as the festival of sacrifice.

Zil-hijj Islamic saal ka aakhiri mahina hai aur hurmat waale 4 mahino mese ek,dhul hijjah mahine ke 10th din eid ul adha ka pahla din hota hai in 10 dino ka bayan qur'an me khaas taur se huwa hai.in 10 dino ki ahmiyat isse bhi wajeh hoti hai ki allah ne in dino ki QASAM khaayi hai.


In 10 dino me kiya jaane waalanek kaam allah ko saal ke baaki dino me kiye hue nek aamal se zyada pasand hai.(abu dawood). in 10 ki nafli ibadat dusre dino ki nafli ibadat se afzal hai, in dino ki farz ibadat dusre dino ki farz ibadat se afzal hai, yah matlab bhi nahi hai ki in dino ki nafli ibadat aam dino ki farz ibadat se bhi afzal hai(5 aham deeni masail)

 Main Fazilate:


9 Zil HaJJ ke din allah taala saal ke baaki dino ke mukaable me zyada logon ko jahannum ki aag se aazaadi deta hai (muslim)

Zil HaJJ ke 10 dino mese ek din 9 Zil HaJJ aisa hai Ki allah taala ne isme deen e islam ko muqammal hone ki khush khabri sunaayi thi.(sahih bukhari)


Zil HaJJ ka 10wa din sab dino se afzal hai. (abu dawood)

Ye fazilaton ki wajah yah hai ki in dino me tamam buniyaadi ibaadaten jama hoti hain, yani namaz, roza, hajj sadqa in dino ke elawa aur kisi din yah ibadaten jama nahi hoti (fath ul bari)


In dino justaju se ibadat karni chahiye.

khaas taur se allah ke siwa koi mabood nahi aur tamam taarif allah ke liye hai ka jikra zyada se zyada karna chahiye.


kuch sahaba(r.a) in dino me takbeeraat kahte they yaha tak ki bazaar me bhi inka wird karte aur inki takbiraat shuru kar dete (sahih bukhari)


9 Zil HaJJ ka roza rakhne se pichle ek saal ke gunah maaf ho jaate Hain (sahih muslim)

jo shakhs kurbani karna chahta hai wah in 10 dino me qurbani karne tak apne jism ke baal aur naakhun(nails) etc nahi kaat sakta(sahih muslim)



                                                              

  



If this post like you share it and follow us for more information about Islam post in comment your suggestion we are always want suggestion.

When bakra Eid or Eid-al-Adha in 2015


When bakra Eid or Eid-al-Adha

Bismillah hir rahman nir raheem

Bakra Eid or Eid-al-Adha in 2015 on 25 sep Friday
10th day of the twelfth month of ZILHIJJA as per the Hijri calendar.
Qurbani ke 3 din hain,12th ZILHIJJA ko sooraj doob jaane (GUROOB-e-AAFTAB) tak qurbani ki jaa sakti he (al jamia us sagheer)
Eid al-Adha is celebrated on the 10th day of the twelfth month of ZILHIJJA as per the Hijri calendar. While this date is the same in the Islamic calendar, the date changes from year to year on the English calendar. The festival is celebrated on two different English dates in different parts of the world, due to the visibility of the curved moon at different times.
EId-al-Adha (Bakri-Eid), which is also known as Eid al-Adha or Id-ul-Adha, is a festival that many Muslims celebrate with special prayers, greetings and gifts. It is a gazetted holiday in India and is also referred to as the festival of sacrifice.
Muslims around the world believe that Allah  commanded Ibrahim to sacrifice his son Ishmael(a.s.). Ibrahim(a.s.) followed Allah's orders, but his son was replaced by a sheep at the last moment. Muslims celebrate this at Eid al-Adha.

Har Aaqil Balig mukim musalman mardo orat malike Nisab per Qurbani wajab hai(Bahare Shariat)

Qurbani karne wale ki QURBANI sawari banegi jis ke jariye ba Aasani pulsirat se gujrega
 

Aur Iska har uzaw malik ke har uzaw ka fidya banega
Jisne Qurbani Ki Hogi Jab wo Roze Qayamat Qabr Sy Bahar Niklega To Uske Sirhane Qurbani Ka wo Jaanwar Maujood Hoga.

KONSE JAANWARON KI QURBANI JAAYEZ NAHI:


1- waajeh taur paq kaana
2- aisa bimar jiski bimaari zaahir ho
3- aisa langada jiska langadapan zaahir ho
4-aisa kamzor jaanwar jisme charbi na ho
5- kaan me suraakh ho
(abu dawood)






Bakri Eid or Eid al adha Importance in islam

Importance of Bakra Eid or Eid al adha or Eid al Zuha

Eid-ul-Adha is also known as Eid-ul-Zuha in Arabic and Bakra-Eid or Bakri Eid in the India. In India this festival known as Bakri Eid Because of the tradition of sacrificing a goat or 'bakra' on this day. It is a day in which there is a gathering. 
The word being derived from 'aada-ya 'oodu he returned, he is returning, as if they are returning to it i.e. 'Eid. It is also said that the word is derived from ' aadah custom/habit, because they have become familiar to it. 


On this day Muslims sacrifice a goat or Bakra (Urdu) to commemorate the sacrifice of Prophet Ibrahim(a.s.), who willingly agreed to sacrifice his son at the order of Allah pak.


This festival coincides with the Haj pilgrimage in Mecca. Prayers are offered in the mosques and the sacrificial meat is then distributed after the Id prayers.

Special delicacies are prepared and served among family and friends on the occasion.

The Festival of Eid-ul-Adha or Bakrid is celebrated with great enthusiasm among Muslims all over the world. On The day of bakra eid normally  all muslims proceeding towards Mosque for read nmaj of Eid al adha.


On Eid-ul-Adha, special Dua is recited by thousands of Muslims for peace and prosperity. The wealthy families are expected to sacrifice one animal per family and distribute two-thirds of the meat among poor. Those who cannot afford it, seven or seventy families together offer one animal. A full-grown camel, cow, goat or sheep free from disease, is considered the best offering. The sacrifice, popularly called as 'Qurbani' can be offered at any time before the afternoon of the third day. In India, too, goats and sheep are sacrificed all over the country and prayers are offered.


The Festival of Eid-ul-Adha or Bakri Eid is celebrated with great passion among Muslims all over the world. The day normally starts with men and women dressing in the best outfits and proceeding towards Mosque.



Followed with the food sacrifice and charity to poor, Muslims speak to each other “Eid Mubarak” and visit the houses of relatives and friends. Special delicacies are prepared and served among family and friends on the occasion. Gifts are also exchanged on this good day.






Rulesinislam.blogspot.in Privacy policy

♠ Posted by uvesh

Privacy Policy About Rulesinislam.blogspot.in

At RulesInIslam.blogspot.in we recognize that privacy is important. This document outlines the types of personal information we receive and collect when you use RulesInIslam.blogspot.in, as well as some of the steps we take to safeguard information. We hope this will help you make an informed decision about sharing personal information with us.

Personal Information and Other Data We Collect:
· RulesInIslam.blogspot.in collects some personal information when you contact us, or otherwise voluntarily provide such information, such as: name, email address, and country.  This personal information is processed at us.
·        RulesInIslam.blogspot.in uses cookies and other technologies to enhance your online experience, including customizing content for you, and to learn about how you use RulesInIslam.blogspot.in in order to improve the quality of our services.
·        The DoubleClick DART cookie is used by Google in the ads served on this websites.  The data gathered from these cookies will be used to help better serve and manage ads on this site and across the web.
·        Third party vendors, including Google, use cookies to serve ads based on a user's prior visits to this site.
Uses:
·         We do not share personal information with third parties outside of RulesInIslam.blogspot.in, except with those that we assign them to fulfill your inquiry.
·         We may use personal information to provide the services you've requested, including services that display customized content.
·         We may also use personal information for research and analysis to operate and improve RulesInIslam.blogspot.in technologies and services.
·         We don’t send spam emails nor do we accept third parties to promote our site by spam.

For Inquiries:
If you have a question about our privacy Policy, please email us at following Email address:
islam786lovers@gmail.com/Masteruvesh@gmail.com

Duva For Solve All Problem in life

Duva For Solve all problem


Ya vaareeshu - Har pareshani door hogi aur achhi maut aayegi

Subah suraj nikalte waqt 100 baar padhnese dukh se hifazt hogi aur achchhi maut aayegi insha allah.
Magrib aur isha ke bich me padhne se 1000baar padhnese har pareshani door hogi.
Ish name ko jyada padhne vaale ko duniya se nafrat aur didare ilahi ka shokh(intrest) hoga.

Ya nooru - dil noorani bnane ki duva

Jumma ki raat ko 7 baar sure noor aur 1000 baar “Ya Noor” padhnese dil anvare ilaahi se nurani banega insha allah.

Ya Haadi - dimag sahi kaam krega

Ish name ko subah ki nmaj aur raat ki nmaj ke baad 7 baar duva ke liye haath utha ke “Ya Haadi” padhke haat ko moh pe fere inshaallah har kaam me dimaag sahi kaam krega.
Musafir safar me jaate waqt 11 baar ish name ko padhne se kaafi fayda rahega. Har kaam aasan hoga.insha allah.

Ya badiu - kisi baat ka result jaan na ho

Kisi kaam ka natija (Result) janna ho to isha ki nmaj ke baad wuju ke sath kibla ki aur beth ke ish name ko nind aaane tak padhe jab nind aaye padhte padhte hi so jaye insha allah khwab me maalum hoga.
Ya Baaki
Jumma ki raat ko ek hajar baar padhnese nukshan(bigaad) se hifazat hogi har nek kaam makbool hoge insha allah.

Ya rashidu - har kaam aasan hoge

Jo koi inshan ish name ko 1000 baar hamesha padhta rahega to mehnate ke bina uska har kaam aasan hoga.
Agar koi fazar aur isha ke baad 100 baar ish name mubark ko padhega to uske raat aur din ke aamal allah ke fajal se kabool hoga.

Ya Sabru - bachche ke gujr jane pe sabar ke liye

Agar kisi ka boss ya badshah gusse ho ya kisi ka husband kharab bhasa bol rha ho to aadhi raat ko ya dophar ko ish name ko 1101 baar padh ke khuda se duva kre insha allah ek hafte me kam ho jayega. ish aamal ko 7 din tak kare.

Agar kisi aurat ka bachcha gujar gya ho aur uski judai me bechen ho to 1000 baar ish name mubark ko padh ke paani me funk marke pilane se aurat ko sabar  milegi. 7 din continue ye karna allah pak bachche ke dukh ko bhula dege.




gunah maaf hone aur roji me barkat ki duva


Gunah maaf hone aur roji me barkat ki duva

Ya Raufu - hasbund-wife me jagda na hone ki duva

Jab dulhan bidaa hoke apne husband ke samne jayegi tab 7 baar “Ya Raufu” padhi le to inshallah husband puri jindagi wife pe meharban rahega aur kabhi jagda nahi hoga.
Jo inshan 10 baar durud sharif aur 10 baar ish name ko padhnese gussa kum ho jayega.kisi daravne inshan ke samne padhnese uska gussa kum ho jayega.inshallah.

Ya Afuvvu - gunah maaf hone ki duva

Ish name ko jyada padhnevale gunaho ko allah pak maaf karega.

Ya Maleekal mulk - Allah pak bahot dega

Ish name jyada padhnevale ko allah pak logo se beniyaj karega.

Ya Ganeeyyu - jyada roji aur barkat ki duva

Agar businessman or shopkeeper apne shop ka lock(tala) kholne se pehle 70 baar “Ya Ganeeyyu” padhnese insha allah barkat hogi aur kabhi khot nahi jayegi.

Ya mugnee - biwi ki tandurasti ke liye

Jo inshan apni biwi ke paas jane se pehle 70 baar ish name mubark ko padhega to uski biwi ko kabhi gharbhashy ka rog nahi hoga aur hakimo aur doctor ke mohtaj na hoge.

Ya maaneeu - biwi se jaghde kum  aur jyada mohabbat

Bistar pe sote waqt 20baar ish name ko padhnese husband-biwi ke jagde door hoge aur ek duse me mohabbat hogi. Insha allah.

Ya Darru - Allah pak se najdiki hogi

Juma ki raat ko 100 bar ish name ko padhnese allah pak ki najdiki nasib hogi insha allah.

Ya Nafeeu - business me barkato ke liye

Har nayi chij kharidnese pehle 41 baar ish name ko padhne se karobar me bahot barkat hogi.
Hambeestari ke waqt padhnese nek aulad nasib hogi.



Success ki duva aur bimari me sifa ki duva


kamyabi ki duva aur bimari me sifa ki duva

Ya Majeedu - Bimari me sifa ki duva

Ish mubark name ko 10 baar padh ke bimar ko dva ya sharbat pe funk mar ke pilanese bimar 7 din me allah pak ke fazal se thik ho jayega.
Ish mubark name ko isha ki namaj ke baad 3000 baar padhne se logo ki najar me bahot izzat hogi.

Ya Vaaheedal ah-d - aulad pane ki duva

Bachcha na ho to ish mubark name ko apne pas likh kar rakhnese inshallah ne bachcha nasib hoga.
Jis ke ghar ladka na ho uski tamnna ho to ramzanul mubark ki pehli jumma ki nmaj ke baa dish name ko 101 baar kagaj pe likhe. Fir usko taviz bna ke apne righ hand(dayne hath) pe bandhe inshallah usi saal saleh ladka peda hoga.

Ya Ahdu - kaam me kamyabi ki duva

Jo inshan “Ya Ahdu” 9 baar padh ke kisi kaam ke liye ya kisi ki mulakat ke liye jaye to ish ko maan milega aur socha huva kaam ho jayega.
Koi inshan chahe apni maut iman ke sath aaye to roj subah-saam 41 bar “Ya Ahdu” padhe. Inshallah uski maut ke waqt uska imaan sahi salamat hoga.

Ya samdu - jalim se bachne ki duva

Jo inshan ish name ko isha ki nmaj ke bad 115 bar padhe inshallah wo jalim ke haath me nhi aayega.
Subah sajde me 115 ya 125 bar padhne se inshallah zahiri aur batini sachchai nasib hogi.

Ya kadeeru - bimari me takat pane ki duva

Jo inshan bimari ki vajah se kamjor jo gya ho to ish mubark name ko 100 baar roj padhe. Inshallah wo inshan me takaat aayegi aur bimari kam hoti jayegi.

Ya muktadeeru- nind kam karne ki duva

Jo inshan ko nind jyada aati ho aur wo kam karna chahe 500 baar roj padhe inshallah nind kam ho jayegi.


Ya Mukddeemu - allah ka tabedar hoga

Jo inshan 100 baar hamesh ish name ka vajifa bnayega to uski nafas allah pak ki tabedari me hogi.



pray for get child or duva for head pain

Duva for get pregnancy and help in head pain


Ya Mubdeeu - Pregnancy me sifa ki duva

Subah me preganant aurat ke pet pe hath rakh kar 99 bar ish name ko padhne se na garbh girega na to time se pehle bachcha peda hoga.
Jis ki biwi ko aulad na ho to ek Apple ko chhil ke us per 7 baar “Ya Mubdeeu” apple pe likh ke 3 din tak subah me biwi ko khilaye.inshallah 1st mahine me biwi pregnant hogi ya fir 2nd mahine me aise hi khilaye ya fir 3rd mahine bhi aisa hi kre inshallah 3 mahine me biwi pregnant hogi.

Ya Muidu - khoyi huvi chig mil jayegi

Ish name ko jyada time padhne se khoyi huvi chij yaad aajegi. Agar koi inshan kho gya ho to ghar me raat ko sab so jaye uske baad 4 kone me 70-70 bar ish name mubark ko pdhe.inshallah wo mil jayega ya uska pta chal jayega.

Ya muhyi - sir dard ki duva

Agr kisi ko sir ya sine me dard ho to ish name mubark ko 120 baar subah-sham padh kar funk marne se inshallah dard door hoga.
Kisi bimari ki vajah se badan me koi chij kam karti bandh hone ka dar ho to subah – sham 7 bar ish name ko padh ked um karne se inshallah sab thik rahega.

Ya mumitu - jaadu se bachne ki duva

Jis ko jaadu ka dar ho to 7 baar ish name mubark ko padhke funk marne se kabhi jaadu nhi chalega.

Ya hayyu

Ish name mubark ko roj 3000 baar padhnese kabhi bimari nahi aayegi.

Ya Kayyoomu - dil hamesh khush rahega

Roj 300 bar padhne vale ka dil hamesh khush rahega aur wo bhi khush rahega.
Ish name ko jyada padhte rehne se nind kam ho jayegi.

Ya Vajeedu- khate waqt padhe

Jo inshan khate waqt ish mubark name ko padhta rahega to khane ki chij uske pet me noor ban jayegi.aisa karne se nmaj me vhem aur galat vichar aane kam ho jayege..
Jo inshan 111 bar ish name ko padh ke jisko ye pani pilaya jayega wo aapse mohabbat karne lagega. Husband – wife ke liye ye amal achchha he.



Pray for save from trouble


pray for head pain solve and pray for save from all Trouble

Ya Karimu - Izzat badhegi

Har Roj ish name mubark ko padh ke sone vale ko allah pak ulma aur saleh logo ki najar me izzatwan bnayega.

Kanjusai door hogi

Agar koi inshan ke maa-baap kanjus ho ya kisi ka husband kanjus ho to wo “Ya karimu” 1000 baar padh ke paani pe dam kar ke pilayege to 3 din me inshallah sakhavat karne lagege.

Ya Rakibu - AAfto se hifajat

Apne Mal-Dolat aur bachcho pe 7 bar roj ish name mubark padh ke funk marne se har aafto se hifazt hogi inshallah.
Agar koi inshan kahi jane ke liye nikle tab apne bachcho aur aurto pe 7 bar padh ke funk marne se inshallah sab shi salamat rahege aur vapish milege.
Agar koi sote waqt 7 bar “Ya Rakibu” padh ke ghar me funk mar dega to chor aa na sakega aur aa bhi gya to kuchh le na sakega.

Badan pe fode thik hone ki duva

Agar kisi ko naasur huve ho ya badn pe fode huve ho to 7 din tak 100 bar “Ya Rakibu” padh ke jakhm pe dam kare to allah ke fazal se sab thik ho jayega.
Agar koi chij goom ho jaye to ish name mubark ko jyada padhne se wo chig mil jayegi.

Pregnancy me problem na hone ki duva

Agar garbh barbad hone ka dar ho to 7 bar “Ya Rakibu” padhe to inshallah sab thik rahega.

Ya mujibu - Duva kabool hone ka aamal

(He Duva Kabul karnewale)

Agar koi inshan jumma ke din “Ya mujibu” 101 bar likh kar tavij bna kar apne paas rakhega inshallah har duva kabool hogi aur koi baat kisise kahega manjur hogi aur har blaao se hifazat hogi.

Sir Dard door hone ki duva

Agar kisi ke sir me dard ho to Right hand se sir pakd ke pehle 3 baar ish name ko padh ke funk mare fir 5 baar padh ke funk mare fir 7 baar padh ke fir 9 bar padh ke fir last time 11 bar padh ke funk mare to sir ka dard thik ho Jayega.




pray for get missing stuff

Pray for get missing stuff

Ya hakku – chig chori ho gyi ya kho gyi ho

Jis ka maal chori ho gya ho aur kho gya ho ya koi inshan kho gya ho to ek kagaj pe kagaj ke 4 kone me “Ya hakku” aur gum huve maal ya inshan ka name likh ke aadhi raat ko ya early morning us kagaj ko haat me rakh ke aasman ki aur haath utha kar araj kare : Ilahi Hajrat sayyidul mursalin alayhissalamna tufelthi maro saman/inshan mil jaye. Inshallah khoya huva maal ya inshan mil jayega.

Jail se chhut ne ki duva

Agar jail me betha huva kedi sir khulla rakh ke ish name mubark ko 108 baar padhe inshallah wo chhut jayega.

Ya vakilu – barish me bijli se hifajat

Agar kisi ghar pe bijali gir ne ka dar ho to 7 baar “Ya vakilu” likh ke ghar ke main hisse pe lgane se inshallah us ghar pe kabhi bijali nahi giregi.
Agar kisi ko chor-daku ka dar ho to ish mubark name ka jikra kare inshallah koi muskeli nahi rahegi.

Ya kaviyyu-hamal ki taklifo me sifa

Agar kisi Aurat hamal ki taklif se kamjor ho gayi ho aur hamal ki taklif  seh nahi sakti ho to 120bar ish name ko khud padhe inshallah hamal ke din achchhe se paas ho jayege aur kamjori nahi rahegi.

Ya matinu-bachche ke liye dudh km pd rha ho

Jis aurat ko dudh ki kami ho apne bachche ke liye to ish name ko kagaj pe likh ked ho ke pilane se kami nahi hogi. Inshallah.

Ya Hamidu – gaali bolne ki aadat se chhutkara

Ish name mubark ko 45 din tak 93 bar akele me padhne se inshallah achchhe akhlak peda hoge.
Jis inshan ke juban pe gaali ya galat shabd jyada rehte ho to 90 bar ish name ko kisi saaf bartan pe 90 baar likhe aur 90 bar padh ke funk marke hamesha ish me se paani piya kare inshallah gaali bolni bandh ho jayegi.
Agar kisi ko garib ko dar ho ke koi amir inshan uska taufa pasand nhi krega to 70 baar “Ya Hamidu” padh ke taufe pe funk mar de inshallah taufe ke pasandgi hogi.



pray for leprosy and other pray for general problem


Pray for Leprosy and other pray or duvas

 

Ya Vaaseeu - vinchhi ke kantne par ye aamal kre

Agar kisiko vinchhi ne kant liya ho to thoda namk ko pani me mila ke 70 baar “Ya Vaseeu” padhi pani pe funk marke ish paani ko jha pe kantaa ho wha pe baar baar lagaye.inshallah taklif door ho jayegi.

Kuran hifaj na hota ho to ye aamal kre

Agar kisi bachche ko kuran sarif Hifj na hota ho har mahine 3 din “Ya vaaseeu” 100 baar padh ke pani pe funk mar ke pilaye inshallah kuran masjid bahot jaldi hifj hoga.

Ya Hakimu

Jiska kaam Pura(complete) na hota  ho “Ya Hakimu” jyada padhe pabandi ke sath inshallah kam ho jayega.

Mohabbat badhane ke liye

Agar husband-wife ke bich banti na ho aur dono chahte ho ke sb thik rahe aur mohabbat badhe to koi khane ki chig pe 1001 bar “Ya Hakimu” padh ke dam karke khilane se mohabbat badhegi. 
Ya vadoodu

Har Roj ish name ka 1000 baar zikra karne se allah pak ka mehboob ban jayega.inshallah.

 Jis ka ladka badchaln ho husband aur biwi ke bich thik na chal rha ho “Ya vadoodu” 1000 baar padh ke koi mithi chij pe funk mar ke rakh le baad me 2 rakat nafil nmaj padh ke duva kare fir chance milte hi wo mithi chij khilade inshallah sab thik ho jayega.

Ya Mujidu - kodh ki bimari ki duva

Rakatpit aur kodh jesi bimari vale inshan ko 13,14,15 tarikh ko roja rakhe aur iftar ke baad ish name ko jyada padhte rahe aur paani pe dam karke pi jaye inshallah bimari thik hojayegi.

Jis ki chhanti ki haddi me dard ho 1000 bar ish name ko padh ke Ru(Resam) pe funk marke dard ki jagah bandhne se allah ke fajal se thik ho jayega turant.

Ya shahidu- Dikhave se bachne ki duva

Jis Musalman ke dil me dikhava karne ki soch aati rehti ho aur ish buri aadat se bachna chahte ho to 1000 bar ish name ko 21 din padhe allah pak ke fajal se buri aadat nikal jayegi.

Biwi ya ladki nafarman ho 

Jis insane ka ladka ya ladki nafarman ho ya biwi nafarman ho Har roj unke sir pe hath rakh ke 21 bar padh ke unpe funk mar de lekin padhte waqt unka sir aasman ki aur hona chahiye. Inshallah 7 din me sab thik hone lagega.



Pray get help in piles Disease

  Pray for Eyes pain and Piles Disease

Ya Aleeyyu - Sujan ya dard thik hone ka aamal

Agar kisi jagah pe dard  ho aur sujan ho gayi ho to 300 bar ish name ko padhke sujan ki jagah funk marne se sujan mit jayegi.

 Piles thik hone ki duva

Jis inshan ko “khuni mase”(piles) ki bimari ho unko 1000 bar “Ya Aleeyu” padh ke pani pe dam karke pine se 7 din me khun bandh ho jayega.

Aankho ke dard ke liye Aamal


Jis inshan ko aankho me dard ho aur aankho me rtash ho to 7 bar “Ya Aleeyyu” pdhke pani pe funk marke pani ko aankh me lagaane se aankh saaf(Clean) Ho jayegi.

Ya Kabiru – mohabbat badhane ke liye

Barbaad ho gaye inshan 7 Roza rakhke 7 din tak 1000 bar ish name mubarko padhnese inshallah wo fir se apni position pe aa jayega.
Khane ki chij pe padh ke Husband - wife  ko khilaya jaye to dono ke bichme mohabbat badhegi.
Bimari door hone ke liye
Jo koi bimar ish name ko roj 90 baar padhega to jaldi achchha hoga.

Ya Hafizu

Ish name ko jyada se jyada padhe ya likh ke apne paas rakhne se dar-khatra  aur nuksani se bachege.
Jinnat se bachne ki duva
Jis ko jinnat se dar ho to ish mubark name ko 5 baar likh ke taviz bnake baaju pe bandhne se inshallah jinnat ki asar nhi rahegi.
Agar kisi ko apna saaman kho jane ka dar ho ya lut jane ka dar ho to saaman pe 3 jagah pe “Ya Hafizu” likh de inshallah wo saaman kabhi gum nahi hoga.

Ya Mukitu
Agar kisi ka bachcha jid karta ho ya fir rota ho to “Ya Mukitu” 7 bar padh ke khali glass me funk maar ke fir usi glass me pani pilaye inshallah 7 din ke aamal me bachcha thik ho jayega.
Is glasska pani safar me pine se safar me koi dar nahi rahega inshallah.

Ya Jalilu
Agar Koi case chal rha ho Court me aur Koi Gvah Galat Gvahi deta ho to 1000 bar “Ya Jalilu” padh ke us Gvah ki aur Funk mare Inshallah wo Gvah Court me Na aa sakega Gvahi dene.
Agar koi inshan chandi ki ring(vinti) me “Ya jalilu” Likh kar apne paas rakhega to unko bde hakim aur bade logo ki tarf se ijjat milegi.
Agar koi musafir aapne saman pe 10 bar ish name ko padh ke funk mar dege inshallah saman chori hone se bachega.



Pray for get long life and pray for safe traveling

Pray for Leave Bed habit and Pray for save from trouble

Ya Muakhkheeru- sachchi tauba ke liye

Ish name ko jyda padhnese sachchi tauba nasib hogi.

Ya avvalu – Safar me aashani ki duva

Jis inshan ke ghar ladka na peda ho to ish name mubark ko 40 din tak 40 baar padhte rahe inshallah unki murad puri hogi.
Jumma ke din ish name mubark ko 1000 baar padhnese musafir jaldi sahi salamat apne vatan pohchega.

Ya aakheeru - Jyada umar pane ke liye

Jo inshan kahi dusre logo ke bich jayega to ish name ko 41 baar pdhe jha bi jayega izzat payega.
Ish name ko jyada padhte rahe aur apni umar lambi hone ki tamnna rakhe aur niyyat ho dil me ki jitni unar lambi hogi jyada ibadat karunga.sabse pehle ibaadat suru karega aur sabse aakhir tak mashgul rahega.

Ya zaheeru - Ankho me roshni  aur dil me noor pane ki duva

Ishrak ki nmaj ke baad 500 baar ish name ko padhnese aankho me roshni aur dil me noor peda hoga inshallah.
Agar kisi jagah pe barish ka tufan ho to ish name ko padhnese fayda hoga.
Jis ghar ke upar ya dival pe ish name ko likha jaye to ghar bhukamp se bach jayega.

Ya Bateenu - Chhupe raaj ko janne ki duva

Jo inshan jibh bandh karke dilse 1000 baar “Ya Bateenu” pdhne se wo chhupe raaz ka jankar bnega lekin halaal roji shart he.

Ya Vaali - Aafto se bachne ke liye

Naye glass me ish name ko likh kar paani bhar ke ghar me chihtkne se ghar aafto se mehfuj rahega.inshallah.
Ya Mutaali
Ish name ka jyada jikra karnevale ki har muskil door ho jayegi. Haiz-maasik ki halat me ish name mubark ko padhne wali aurat ki taklif door hogi.inshallah.

Ya barru - sarab aur buri aadat chhhodne ki duva

Sharabi aur badchalan roj 7 baar padhega inshallah buri aadat chhut jayegi.
Agar kisi bachche ko najar lag jaya karti ho to 7 baar “Ya barru” padh ke bachche pe funk marnese insha allah wo badnajr se bachega.
Bachche ko peda hone ke baad 7 baar padh ke funk marne se balig hone tak bachcha har muskil se bachega.inshallah.

Ya tavvaabu - jalim se chhhutne ki duva

Chast ki nmaj ke baad dish name ko 360 baar  padhnese sachchi tauba nasib hogi.
Kisi jaalim pe is name ko 10 baar padh ke funk marne se unse aajadi milegi.inshallah.