Search This Blog

Surah Fatiha ki fazilat in islam

♠ Posted by test in


Surah Fatiha Ki Fazilat and its important for us it very use full for us
Hazrat Syedna Abu Huraira Radi Allah tala anhu Farmatay Hain Ki :


 "Main Ne Syeda-Al-Mablagain, Rehmat-UL-Alameen Salal Allah tala alaihi wa salam Ko Farmatay Hoye Sunaa ki 

 "ALLAH RAB UL IZZAT FARMATA HAI K MAIN NE Surah KO APNE AUR APNE BANDO K DARMIYAN DO (two) HISSO MAIN TAQSEEM KAR DIYA HAI AUR MERAY BANDO Ke LIYE WAHI HAI JOH WOH Mange".......

 Ek Riwayat Me Hai Ki "Surah Fatiha me ADHI Surah MERAY LIYEH HAI AUR ADHI MERAY BANDo Ke LIYEH "

 JAAB BANDA " ALHAMDULILLAH HI RAB AL ALAMEEN KEHTAA HAI TU ALLAH RAB-UL IZZAT FARMATA HAI K

"MERAY BANDHAY NE MERII SANA BAYAAN KI"

JAAB BANDA "Ar Rahman Nir Raheem "KEHTA HAI TU ALLAH RAB UL IZZAT FARMATA HAI K "MERAY BANDA NE MERI BUZURGHII BYAAN KI"

 JAAB BANDA "Eyaka Na'Budu Wa'Eyaka Nasta'een "KEHTA HAI TU ALLAH RAB UL IZZAT FARMATA HAI "YEH MERA AUR MERAY BANDA Ke DARMIYAN He AUR MERAY BANDHAY K LIYEH WAHI HAI JOH WOH MUJH SE MANGHAY"

JAAB WOH "EH DENA SIRATAL MUSTAQEEM SIRAT AL LAZINA AN AMTA ALAIHIM GHAIRIL MAGHZUBI ALAI HIM WALAZ ZAULEEN "KEHTAA HAI TU ALLAH TALLAH FARMATA HAI "YEH MERA BANDHAY K LIYEH HAI AUR MERAY BANDHA JOH MANGHAY IS Ke LIYEH WAHI HAI...............
 
I Was Wondering KI Hum Apni choti choti  Takleef Main Aur Pareshaniyo Main Saharay Talash kartay Hain..Jaab k App ko un saharo se Waqti Relief Zuror Mil jati Hain....But sukhoon Nahi ....Jaab K Allah Kudh keh Raha Hai "

 YEH MERA AUR MERAY BANDHAY K DARMIYAN He AUR MERAY BANDHAY K LIYEH WAHI HAI JOH WOH MUJH SE MANGHAY"

Dua Hain Ke Allah Hum Saab Se Razi Ho Jaye...Hamain Bhi NEK aur SIRATAL MUSTAQEEM Paar Chalnay k Tofeeq Ata karain Ameen Sumaa Ameen


If this post like you share it and follow us for more information about islam visit following link:
http://RulesinIslam.Com
 post in comment your suggestion we are always wan suggestion.

How to do Salam In Islam or Islam me Salam Karne ka tarika.

♠ Posted by test in

       Rules For Make SALAM in Islam 

Salam ka sahi tarika Asalam.o.Alikom means "Tum par salamti ho"
Please Sirf "SALAM" Ya fir Message me A.O.A , WSLAM na likhe balke jo alfaje sunnat he wahi kaha kre. 

Rules 1 : 

Say : Assalam o Alaikum
Reply  : Walekum assalam

Fazilat : Apke aamal name me 10 neki likhi jayegi.
 
Rules 2 : 

Say: Assalam o Alaikum Warahmatullah
Reply : Walekum assalam Warahmatullah

 Fazilat : Apke aamal name me 20 neki likhi jayegi.

Rules 3 : 
 
Say: Assalam o Alaikum Warahmatullahe Wabarakaatu
Reply : Walekum assalam Warahmatullah Wabarakaatu

Fazilat : Apke aamal name me 30 neki likhi jayegi.

Salam ka sahi tarika Asalam.o.Alikom means"Tum par salamti ho" 

Salam karny ka galat tarika
 1)Asamu Alikom (tum ko mot aye) 2)Asama Alikom (tum khushi ko tarso) 3)sama Alikom (Tum barbad ho) 4)salama Alikom (tum par lanat ho).

Detail Description of Do Slam:


"Assalam o Alaikum” Kehne se 10 Nekiyaan milti hain, Saath mein “Warahmatullah” Bhi Kahenge to 20 Nekiyaan Milengi, & “Wabarakaatu” Shamil Karne se 30 Nekiyaan Milengi.
Assalam o Alaikum” kahe & isse behtar “Warahmatullah” Milaana & sub se Behtar “Wabarakaatu” shamil karna aur is se zyada nahi. Phir Salaam karne waley ne jitne Alfaaz mein Salaam kiya, jawab Mein Itne Ka Aada zaroor kare, aur Afzal yeh hai k Jawab mein kahe:Isne “Assalam o Alaikum” kaha to aap kahein “Walekum assalam” & agar isne kaha
Assalam o Alaikum Warahmatullah ” to yeh kahe “Walekum assalam Warahmatullah
kahe, aur agar Salaam karne waley ne “Assalam o Alaikum Warahmatullahe Wabarakaatu” kaha to aap bhi yeh kahey “Walekum assalam Warahmatullah Wabarakaatu.


Jab milo to salam karo aur jab juda ho to salam karo. Jitna ho sakte
ek dusre ko salam kiya karo, salam mein pahal karne wala ghamand
(gurur) se paak hota hai. Isliye kisi dusre ke salam karne ka intezaar
na karo, balke pahle khud aage hokar salam karo.  

bhaiyo-bahno Salam karna sunnat hai lekin jawab dena waajib hai,
matlab agar jawab na diya to gunah hoga. Ek momin ko dusre momin ko
salam karna chahiye, aur sunne wale ko jawab dena chahiye. Lekin ek
paraya mard ek parai aurat ko salam na kare.

So please dusro per salamti ka zareya bannany k leye pura or thik salam yani Asalam.0.Alikom kahe.



(Abu Dawood, Hadees#5100, Kitab ul Adab, Abwab us Salam, Baab:Salam kese krna chahiay
Imran R.A)

Benifits or Fazilat of AHAD NAMA IN ENGLISH

Importance or Benefits of AHAD NAMA

Prophet Muhammad (S.A.W.) said : "Whoever recites this Ahad Naamah oncee in his lifetime, he will be taken away with true faith(Imaan).

Prophet Muhammad (S.A.W.) said : that he guarantees that this person will go to Jannah [Paradise].
Hazrat Jaabir(R.A.) said that he heard Prophet Muhammad (S.A.W.) said: " Man has three thousand [3000] types of diseases in his body, One thousand of these diseases doctors have medicine for and they can treat these. two thousand are such that there is no medicine to cure them. Whoever will keep this Ahad Naamah with them Allah azwajal will save him from the two thousand [2000] diseases.

Hazrat Khaatuna Jannat (R.A.) said she heard Prophet Muhammad (S.A.W.) said: "Whoever will use this Ahad Naamah in a time of difficulty his need will be fulfilled".

Hazrat Abu Bakr Siddiq(R.A.) said, " Whoever keeps this Ahad Naamah with him will be safe from snakes and scorpions, and magic will have no effect on him and people who think bad of him will not be able to say anything bad about him.

one fatwa is , "If the Ahad Nama is put in grave(qabar) , it is hoped that Allahpak will forgive and protect him from the punishment of the grave.

If someone puts it in the grave, the deceased person will :
When Munkar and Nakir [the questioning angels] come to question him their questions will be made easy on such a person.

Prophet Muhammad (S.A.W.) said: “The one who recite Ahad Nama regularly and seeks forgiveness from Allah. Allah will count that person among those whose Du’a is accepted.”
 Recitation of these verses increases sustenance and protects the life and possessions of the reciter. He is liked by people.
 Ahad Nama also makes a person chaste, humble and sincere. Drinking water in which this Surah has been written keeps the heart safe from ailments. There are countless benefits from reciting Ahad Nama.