Search This Blog

normal Pregnancy ke liye duva

Allah pak ke name Ya Mliku, Ya Kuddusu ka meaning aur uski fazilat

Ya Mliku(He Hakiki Beniyaz Badshah)

Fazar ki nmaz ke baad 120 bar padhneshe Allah pak beniyazi ataa krega.
Ish name ko hmesha padhnevale ki allah pak ijjat bdhayega.
Ish name ko continues zvaal(Dophar) ke waqt padhnaevale ka dil nurvant hoga.

Ya Kuddusu(He har aaebo-unpo se pvitra zaat)

Pregnancy time padhne ki duva aur jikra 


Jis insan ki biwi ko garbh he Esa malum ho to is dinse bachcha peda ho jaye tab tk 41 bar “Ya kuddusu” pani aur dva ke upper funk mar ke garbhvati Aurat(ladies) ko pilanese bachcha kafi achchhe gun vala - pak batin nek aur maa-baap ka tabedar hoga. Puri jindagi maa-Baap ki nafamani nhi karega.

Muskil aasan hone ka jikra or duva

Jis insan jumma ke din jumma ki nmaj ke baad Roti pe “Subbuhun kuddusun rabbul mlaikati vrruha” likh ke khayega to iske dilme ibaadat ka shokh hoga aur allah pak ish inshan ko muskil se bachayega.

Gupta Bimari se bachne ki duva or jikra

Jis inshan “Ya malikul kuddusu” fajar aur magrib ki nmaj ke baad 11-11 bar padhneshe inshallah kabhi Bavasir-Nasur jese rog nahi hoge. Isko kabhi sharmgaah ki jagah pe koi jakhm ya bimari nahi hogi. Isko kabhi Sharm ke jagah kisiko dikhane ki jarurat nahi rahegi.

Safar ki muskil aasan hone ki duva or jikra

Jis insane Safar me koi muskil me ho ya aisa lage ki koi muskil aanevali he ya fir thak jaye to ho shake itna “Ya maliku Ya kuddusu” padhe. Inshallah jo koi dar hoga jaldi se door ho jayega. musafir apni manjil pe thik se pohch jayega.

Dost bnane ka jikra or duva


Kisi mithi chij pe 320 bar ish mubark name ko padh kar khilane se dost ban jayega.


1 comments:

Thanks for Sharing This Islamic Page about Pregnancy. It is very Informative. Thanks :)

Post a Comment