Dua Kab Jaldi Kubul Hoti Hai
Yu to jab Allah chahe dua ko kubul kar leta hai, lekin kuch
khas time
aise hote hain jab Allah jaldi dua kubul karta hai, wo time
ye he:
- Tahajjud ke waqt
- Jume ki raat
- Azan hone ke baad aur namaz se pahle
- Farz Namaz ke thik baad
- Sajde me
- Roza Iftaar ke waqt
- Barish hote waqt
- Khutbe Ke Beech Mein
- Safar karte time
- Bimari ki halat mein.
Agar kisi ke baal bahut jhadte hon to
Har namaz ke baa 11 baar ye dua padhiye -
"Rabbe Anni massani ad-durru wa anta ar hammur-rahimin"
Is dua ke aage-piche 3-3 baar darud sharif bhi padh lijiye.
Saath hi apne baalo ke liye kisi acche doctor/hakim ko bhi dikhaiye.
Logo ki Dua Zarur Kubul Hoti Hai
Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) ne farmaya ke 3 insano ki
dua kabhi bhi khali nahi jaati
1.rozdaar ki iftaar ke time2. insaaf karne waale baadshah ki dua3.laachaar-majboor ki dua.
0 comments:
Post a Comment