Search This Blog

First kalma in islam in hindi urdu english

♠ Posted by test in ,, at Monday, July 20, 2015

Pehla kalma with tarjuma in hindi, urdu  and english


1st First Kalma in English (Tayyab)

"La ilaha illal lah, Muhammad-ur-Rasulullah".

Pehla kalma in Hindi aur Urdu:

Allah Taala ke sivay aur koi ibaadat ke layk nahi aur Hazrat Muhammad-ur-Rasulullah allah ke rasool he.

Fajilat of pehla kalma tayyab:


Muhammad-ur-Rasulullah ka irshad he Agr koi inshan 100 martbaa Laa ilaaha illal Lahoo pdhega to kyamat ke din uthaya jayega to uska chehra chand jesa chamkta hoga.
Muhammad-ur-Rasulullah ka irshad he ke “Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ullah” afjal jikr he.
Jo insan marte waqt La ilaha illal lah, Muhammad-ur-Rasulullah is duniya chhodega besak inshallah wo jannat me jayega.
La ilaha illal lah, Muhammad-ur-Rasulullah padhne vala kabr me aur aakhirat me kabhi nhi darega.
La ilaha illal lah, Muhammad-ur-Rasulullah ke samne 7 jamin aur 7 aasman ka vajan kam he.
La ilaha illal lah, Muhammad-ur-Rasulullah is kalme ko jyada se jyada padhte raho.

Meaning in English:

(There is) none worthy of worship except Allah.
Muhammad is Messenger of ALLAH.
Declare the Oneness of Allah,


La ilaha illallah,
Allah is one and can’t be three,
The truth is simple as can be.
He’s the source of everything,
And doesn’t need a single thing,
He wasn’t born and will not die,
And that is surely not a lie.
Muhammad-ur-Rasulullah,
The final Prophet of Allah,
Peace and blessings on him too,
Who came to show us what to do.
Allah chose him for mankind,
No one greater will we find,
And his Sunnah is our guide,
By his ways we should abide.
Those who believe in Allah now,
Must accept this simple vow, 

La ilaha illal lah, Muhammad-ur-Rasulullah,
This shahadah is a sacred creed, Live by it and you'll succeed,
And be a witness to the truth, Though you be a child or youth.


0 comments:

Post a Comment