Search This Blog

Shab e qadr Quotes sms images photo wallpaper

♠ Posted by test in ,,, at Tuesday, July 14, 2015

Shab - E- Qadr Quotes, sms , images and wallpaper and messages

SMS on Shab - E - Qadr

Rehmaton ki ha ye Raat Nimazon ka rakhna
sath Manwa leyna Rab se har Baat Duaon mein rakhna 
Humen bhi yaad Mubarik ho apko ye 
LAIL_Tul_Qadar ki Raat…

Jise Bana Diya Har Ghar Ko Gulistan Chala
Jay Ga Kuch Dino Mein Ye Mehman Tohfe Mein
De Ja Raha Ha Eid Sab ko Alvida Alvida 
Mah_E_Ramzan Shab-E-Qadar Mubarak


Allah Ta’ala farmata hai:
Aye bande jo hua, woh acha hua,
Jo ho raha hai, acha ho raha hai,
Jo hoga woh bhi acha hoga…,
Tera kia gaya jo, Tu rota hai!
Tu kia laaya jo, tu nay kho diya…,Jo liya yahin say liya, Jo diya yahin per diya!
Jo aaj tera hai, Pehle kisi aur ka tha!
Aur kal kisi aur ka hoga…,
Tabdeeli kainat ka mamaal hai…
Bus tu wo jama kar jo tu sath le jane wala hai!
Yani ” Naik Amaal “
Shab e Qadr Mubarak

Aksar Sham Ko Aati Ha Falak Se Awaz,
Sajda Karti Ha Sehr Jis Ko,
Wo Ha Aaj Ki Raat Happy SHAB_E_QADAR.

Hawa ko khushbu MUBARAKFiza ko Mausam MUBARAK
Chaman ko Gul MUBARAK
Aapko or aap ke ghar walon ko hamari traf se
SHaB-E-QADR ki raat MUBARAK.



Allah Has Made Laylat Al-Qadr 
“Allaah Has Made Laylat Al-Qadr In This Month,
Which Is Better Than A Thousand Months,
As Allaah Says: The Night Of Al-Qadr Is Better …
Than A Thousand Months. Therein Descend The Angels 
And The Rooh [Jibreel (Gabriel)] By Allaah’s 
Permission With All Decrees, 
There Is Peace Until The Appearance Of Dawn.” 
Laylat Al-Qadr Mubarak.

Allah Pak Hum Sabko Shab E Qadr Nasib Kare....Aameen...

1 comments:

Aj hum ko Online Istikhara service ma Khush amdid karta hain. Ap har kisam k ma masla ko humse share kijiya or mann ki murad paya inshallah tamam bigrey huway kam darust ho jain ga. 1 phone call kar +923244544864, +6281315996474 apni taman pershani ka hall paya.
Rohani Zaicha
Istikhara
Horoscope
Astrology
Istikhara for Marriage
ROhaniilaj
ROhani Wazaif
Amil Online
Amliyat
Black Magic ka tor
Marriage problem
Husband Wife Problem

Post a Comment