Search This Blog

Sixth Kalma Astaghfar in islam in english hindi urdu arebic gujarati

♠ Posted by test in ,, at Saturday, July 25, 2015

Sixth Kalma Astaghfar In Islam In English, Hindi, Urdu, Arebic, Gujarati

Astaghfirullah Rabbi Min Kullay Zambin Aznabtuho Amadan Ao Khat An Sirran Ao Alaniatan Wa Atoobo ilaihe Minaz Zambil Lazee Aalamo Wa Minaz Zambil Lazee La Aalamo innaka Anta Allamul Ghuyoobi Wa Sattaarul Oyobi Wa Ghaffaruz Zunoobi Wala Haola Wala Quwwata illa billahil AliYil Azeem.

English Meaning:

The words of Seeking Forgiveness (Astaghfar) I seek forgiveness from Allah, my Lord, from every sin I committed knowingly or unknowingly, secretly or openly, and I turn towards Him from the sin that I know and from the sin that I do not know. Certainly You, You (are) the knower of the hidden things and the Concealer (of) the mistakes and the Forgiver (of) the sins. And (there is) no power and no strength except from Allah, the Most High, the Most Great.

Hindi/Urdu Meaning:

Main Allah Se mafi mangta hun jo mera rab hai, apne har us gunah se jo maine jan buzkar kiya ya bhul kar kiya chhup kar kiya ya zahiran kiya aur main uski bargah me tauba karta hu ush gunah se jisko main janta hun aur us gunah se bhi main jisko nahi janta. ay allah beshk tu gaibo ko janne vala he aur aaibo ko chhupane vala aur gunaho ko bakhshne vala hai. aur gunah se bachne ki taakt aur neki karnekikuvvat nahi magr allah ki madad se jo bahot buland azmatwala hain.

Gujarati Meaning:

Main Allah thi mafi mangu chhu je maro rab chhe, mara te darek  gunah thi je main jani buzine krela athva bhulthi karel chhupai  ne krela athva zaher ma krela hoy ane main temni bargah ma tauba karu chhu te gunah thi jene main janu chhu ane te gunah thi bhi  jene main nathi janto. ay allah beshk tme gaibo ne janva vala chhe ane aaibo ne chhupava vala ane gunaho ne bakhshva vala chhe. ane gunah thi bachvani taakt ane neki karva ni kuvvat nathi pn allah ni madad thi je Khub buland azmatwala chhe.


0 comments:

Post a Comment