Search This Blog

first kalma in english urdu arebic hindi gujarati

♠ Posted by test in ,,,, at Sunday, July 26, 2015

1st First Kalma in English (Tayyab)

Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ullah.

 

Meaning in Hindi/Urdu:


Allah Taala ke sivay aur koi ibaadat ke layk nahi aur Hazrat Mohammadur Rasool Ullah allah ke rasool he.

Fajilat aur fayda: 

 

Kalma Tayyab ki beshumar fazilate he isme se kuchh yha pe btayi he..

 

1. Mohammadur Rasool Ullah ka irshad he Agr koi inshan 100 martbaa Laa ilaaha illal Lahoo pdhega to kyamat ke din uthaya jayega to uska chehra chand jesa chamkta hoga.
2. Mohammadur Rasool Ullah ka irshad he ke “Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ullah” afjal jikr he.
3. Jo insan marte waqt Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ullah is duniya chhodega besak inshallah wo jannat me jayega.
4. Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ullah padhne vala kabr me aur aakhirat me kabhi nhi darega.
5. Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ullah ke samne 7 jamin aur 7 aasman ka vajan kam he.
6. Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ullah is kalme ko jyada se jyada padhte raho.

Meaning in Gujarati:

Allah Taala na sivay koi pn ibadat karvane layk nathi ane Hazrat muhammed Sallalahu Alayhi v sallam allah na rasool chhe.

Meaning in English:
The word of Purity (Tayyabah).
(There is) none worthy of worship except Allah.
Muhammad is Messenger of ALLAH.
Declare the Oneness of Allah,
La ilaha illallah,
Allah is one and can’t be three,
The truth is simple as can be.
He’s the source of everything,
And doesn’t need a single thing,
He wasn’t born and will not die,
And that is surely not a lie.
Muhammad-ur-Rasulullah,

The final Prophet of Allah,
Peace and blessings on him too,
Who came to show us what to do.
Allah chose him for mankind,
No one greater will we find,
And his Sunnah is our guide,
By his ways we should abide.
Those who believe in Allah now,
Must accept this simple vow,
La ilaha illal lah, Muhammad-ur-Rasulullah,
This shahadah is a sacred creed, Live by it and you'll succeed,
And be a witness to the truth, Though you be a child or youth.



0 comments:

Post a Comment